Yeh Tune

Yeh kasam badi hai har kasam se
Bacha looonga tujhko har dard aur gham se
Yeh tune kya kaha yeh maine kya suna
Hamari dhadkanon se aa rahi yehi sada sanam
Tujhe main apni zindagi banalooon
In aankhon ke jharokho mein chupa looon
Tujhe main apni zindagi banalooon
In aankhon ke jharokho mein chupa looon
Yeh kasam badi hai har kasam se
Bacha looongi tujhko har dard aur gham se
Yeh tune kya kaha yeh maine kya suna
Hamari dhadkanon se aa rahi yehi sada sanam
Tujhe main apni zindagi banalooon
In aankhon ke jharokho mein chupa looon
Tujhe main apni zindagi banalooon
In aankhon ke jharokho mein chupa looon

Tumhaara mujhko aitbaar kyon hai
Na jaane tumse itna pyaar kyon hai
Main doonga pyaar ka imtehaan bhi
Lutaunga tujhpe apni jaan bhi
Yeh tune kya kaha yeh maine kya suna
Hamari dhadkano se aa rahi yehi sada sanam
Tujhe main apni zindagi banalooon
In aankhon ke jharokho mein chupa looon
Tujhe main apni zindagi banalooon
In aankhon ke jharokho mein chupa looon

Yeh dil ka shisha tod to na dooge
Yeh haath mera chhod to na dooge
Nibhaoonga jo kiya tumse vada
Kabhi nahin badalta main irada
Yeh tune kya kaha yeh maine kya suna
Hamari dhadkano se aa rahi yehi sada sanam
Tujhe main apni zindagi banalooon
In aankhon ke jharokho mein chupa looon
Tujhe main apni zindagi banalooon
In aankhon ke jharokho mein chupa looon

Yeh kasam badi hai har kasam se
Bacha looongi tujhko har dard aur gham se
Yeh tune kya kaha yeh maine kya suna
Hamari dhadkanon se aa rahi yehi sada sanam
Tujhe main apni zindagi banalooon
In aankhon ke jharokho mein chupa looon
Tujhe main apni zindagi banalooon
In aankhon ke jharokho mein chupa looon
Yeh kasam badi hai har kasam se
Bacha looonga tujhko har dard aur gham se
Yeh tune kya kaha yeh maine kya suna
Hamari dhadkanon se aa rahi yehi sada sanam
Tujhe main apni zindagi banalooon
In aankhon ke jharokho mein chupa looon
Tujhe main apni zindagi banalooon
In aankhon ke jharokho mein chupa looon
Yeh kasam badi hai har kasam se
Bacha looongi tujhko har dard aur gham se
Yeh tune kya kaha yeh maine kya suna
Hamari dhadkanon se aa rahi yehi sada sanam
Tujhe main apni zindagi banalooon
In aankhon ke jharokho mein chupa looon
Tujhe main apni zindagi banalooon
In aankhon ke jharokho mein chupa looon

Tumhaara mujhko aitbaar kyon hai
Na jaane tumse itna pyaar kyon hai
Main doonga pyaar ka imtehaan bhi
Lutaunga tujhpe apni jaan bhi
Yeh tune kya kaha yeh maine kya suna
Hamari dhadkano se aa rahi yehi sada sanam
Tujhe main apni zindagi banalooon
In aankhon ke jharokho mein chupa looon
Tujhe main apni zindagi banalooon
In aankhon ke jharokho mein chupa looon

Yeh dil ka shisha tod to na dooge
Yeh haath mera chhod to na dooge
Nibhaoonga jo kiya tumse vada
Kabhi nahin badalta main irada
Yeh tune kya kaha yeh maine kya suna
Hamari dhadkano se aa rahi yehi sada sanam
Tujhe main apni zindagi banalooon
In aankhon ke jharokho mein chupa looon
Tujhe main apni zindagi banalooon
In aankhon ke jharokho mein chupa looon

Yeh kasam badi hai har kasam se
Bacha looongi tujhko har dard aur gham se
Yeh tune kya kaha yeh maine kya suna
Hamari dhadkanon se aa rahi yehi sada sanam
Tujhe main apni zindagi banalooon
In aankhon ke jharokho mein chupa looon
Tujhe main apni zindagi banalooon
In aankhon ke jharokho mein chupa looon

Comments

Post new comment

CAPTCHA
This question is for testing whether you are a human visitor and to prevent automated spam submissions.

Advertisement

Site best viewed in 1024x768 resolution
© 2007 Bollywood.com. All Rights Reserved.
Privacy Policy | Contact us
Powered by:Open Source Solutions