Lyrics

Yeh Ladka Hai

Bano Ki Mehndi Kya Kehna
Bano Ka Joda Kya Kehna
Bano Lage Hai Phoolo Ka Gehna

Bano Ki Aakhen Gajarari
Bano Lage Sabse Pyaari
Bano Gajao Mein Baari Baari

Bano Ki Saheli
Resham Ki Dori
Chup Chupke Sharmaye
Dekhe Chori Chori

Bano Ki Saheli
Resham Ki Dori
Chup Chupke Sharmaye
Dekhe Chori Chori

Ye Mane Ya Na Mane
Main To Ispe Mar Gaya
Yeh Ladki Hai Allah
Hai Hai Re Allah
Yeh Ladki Hai Allah
Hai Hai Re Allah

Babul Ki Galiyan Na Chadhke Jaana
Paagal Deewana Isko Samajhana
Babul Ki Galiyan Na Chadhke Jaana
Paagal Deewana Isko Samajhana

Dekho Ji Dekho
Ye To Mere Peeche Pad Gaya

Yeh Ladka Hai Allah
Hai Hai Re Allah
Yeh Ladka Hai Allah
Hai Hai Re Allah

Labh Kahe Na Kahe
Bolti Hai Nazar
Pyaar Nahin Chupta
Yaar Chipane Se
Pyaar Nahin Chupta
Yaar Chipane Se

Roop Ghunghat Mein Ho
Tu Suhana Lage
Baat Nahin Banti
Yaar Batane Se

Yeh Dil Ki Baatein
Dil Hi Jaane Ya Jaane Khuda

Yeh Ladki Hai Allah
Hai Hai Re Allah
Yeh Ladka Hai Allah
Hai Hai Re Allah

Mangne Se Kabhi
Haath Milta Nahin
Jodiyan Banti Hain
Pehle Se Sabki
Jodiyan Banti Hain
Pehle Se Sabki

Leke Baraat Ghar Tere Aaonga Mein
Meri Nahin Ye To Marzi Hai Rab Ki

Arre Ja Re Ja
Yun Jhoothi Moothi Baatein Na Bana

Yeh Ladka Hai Allah
Hai Hai Re Allah
Yeh Ladka Hai Allah
Hai Hai Re Allah

Bano Ki Saheli
Resham Ki Dori
Chup Chupke Sharmaye
Dekhe Chori Chori

Babul Ki Galiyan Na Chadhke Jaana
Paagal Deewana Isko Samajhana
Babul Ki Galiyan Na Chadhke Jaana
Paagal Deewana Isko Samajhana

Ye Mane Ya Na Mane
Main To Ispe Mar Gaya

Yeh Ladki Yeh Ladki Hai Allah
Hai Hai Re Allah
Yeh Ladki Hai Allah
Hai Hai Re Allah

Yeh Ladka Hai Allah
Hai Hai Re Allah
Yeh Ladki Hai Allah
Hai Hai Re Allah
Yeh Ladka Hai Allah
Hai Hai Re Allah