Lyrics

Tumse Milna

( Tumse Milna Julna Jo Hua Hai )…(2)
Mere Dil Ko Kuchh To Ho Gaya Hai
Neend Bhi Kho Gayee, Chain Bhi Kho Gaya Hai
Tumse Milna… Gaya Hai
Tumse Milna Julna Jo Hua Hai
Neend Bhi Kho…Gaya Hai
Tumse Milna Julna…Gaya Hai

( Meri Har Dhadkan Mein Hai Samaya
Kyun Apnon Sa Lage Paraya
Dil Naadan Hai Samajh Na Paya
Aur Chupke Se, Aaya )…(2)
( Bekhudi Hai Kya Khushi Hai, Kya Nasha Hai )…(2)
Mere Dil…Kho Gayaa Hai

( Dil Ki Baatein Labon Pe Aayein
Kahin Sab Kuchh Hi Badal Na Jayein
Begane Apne Ban Jayein, Dil Ghabrayein )…(2)
( Kya Sama Hai, Kya Suhana Silsila Hai )…(2)
Mere Dil Ko Kuchh To Ho Gaya Hai
Neend Bhi Ud Gayee, Chain Bhi Kho Gaya Hai
Tumse Milna…Gaya Hai