Raag Banke

Raag banke pyaar chhaye zindagi bhi ghunghunaaye ..(2)
Mann kyon na geet gaaye paani da mere mann gaaye ja
Sapno ne sur sajaye pani da mere mann gaaye ja
Gaaye jo hum pyaar ki sargam taal hai goonji dhadkan dhadkan dhadkan

Kabhi yun bhi to ho bas hum to ho aur saari surili baatein ho
Chamkile din rangi shaame aur jhilmil karti raatein ho
Jhooka hawa ka jo aaye pyaar ke rang naye aaye
Duniya ko bhool ke sapno mein jhul ke
Chule hum aasmaan aao na meherbaan
Ho hum ko yeh raasta bulaye
Raag banke pyaar chhaye zindagi bhi ghunghunaaye ...(2)
Mann kyon na geet gaaye paani da mere mann gaaye ja
Sapno ne sur sajaye pani da mere mann gaaye ja
Gaaye jo hum pyaar ki sargam taal hai goonji dhadkan dhadkan dhadkan

Kabhi yun bhi to ho barse chaahat aur bheege is barsaat mein hum
Humko na koyi bhi hosh rahe doobe aise jazbaat mein hum
Jo dekhe hum ko woh yeh jaane shaayad hum dono hai deewane
Log hain raaz ho aise hum tum hai kyon dono khoye hai kyon
Dono gumsum hai kaun koyi samajh nahin paaye
Raag banke pyaar chhaye zindagi bhi ghunghunaaye ...(2)
Mann kyon na geet gaaye paani da mere mann gaaye ja
Sapno ne sur sajaye pani da mere mann gaaye ja
Gaaye jo hum pyaar ki sargam taal hai goonji dhadkan dhadkan dhadkan

Comments

Post new comment

Captcha
This question is for testing whether you are a human visitor and to prevent automated spam submissions.
Site best viewed in 1024x768 resolution
© 2007 Bollywood.com. All Rights Reserved.
Privacy Policy
Powered by:Open Source Solutions