Lyrics
Ooh La La
Aha oo oo
Sshh chutki jo tune kaati hai
Jori se kaati hai, yahan wahan
Roothi hoon, main tujhse roothi hoon
Mujhe mana le na o jaan-e-jaan
Chedenge hum tujhko
Ladki tu hai badi bumbaat
Aha aha aha aha
Ooh la la, ooh la la, ooh la la, ooh la la
Tu hai meri fantasy
Choo na na, choo na na, choo na na, choo na na
Ab main jawan ho gayi
Arrey arrey arrey
Ooh la la, ooh la la, ooh la la, ooh la la
Tu hai meri fantasy
Choo na na, choo na na, choo na na, choo na na
Ab main jawan ho gayi
Haan aha ..
Haan chua jo tune toh dil ne maari seeti
De de inn gaalon pe ek pappi meethi meethi
Chua jo tune toh dil ne maari seeti
Twinkle Twinkle
Buddhe ho gaye, par dil abhi jawaan hai
Aankhon se sukh lete hai badhe shaitan hai
Baccha naa bana diya toh Silk mera naam nahin
Hosh na raha khudka toh, mujhpe ilzaam nahin
Twinkle Twinkle, main little little star bann gayi
Jack n Jill ko bhi dekho, mere naam ki chadh gayi
Haye twinkle Twinkle, main little little star bann gayi
Jack n Jill ko bhi dekho, mere naam ki chadh gayi
Humpty ghayal hua, dumpty paagal hua
Johny ka papa bhi mujh par kaayal hua
Ho thirsty-thirsty aankhien teri
Tasty-tasty baahein meri
Dil ko tu taale mein apne rakhna
Khele aankh micholi tujhse mera silky thumka
Karta dil ki naughty baatein, mera silky thumka
Hoo khele aankh micholi tujhse mera silky thumka
Karta dil ki naughty baatein, mera silky thumka
Honeymoon Ki Raat
Hmm honeymoon ki raat hoti hai, main wahi raat hoon
Uss raat mein jo baat hoti hai, main wahi baat hoon
Hosh udha de jo dilbar ka, main wahi sharaab hoon
Kaamdev ka sutra padha hai
Main wahi kitaab hoon, main wahi kitaab hoon
Banjo, si bajti hoon
Khwaabon, mein sajti hoon
Karle mere gentlemen, kharaabi zara
Whisky, si chadhti hoon
Hichki, si phasti hoon
Banja mere gentlemen sharaabi zara
Bhool jaaye hum jo khud ko
Aisi main tu pila de zara
Kamre mein andhera kar, aankhon ko khol de
Jo bhi hai tere dil mein, chupke se mehfil mein
Kaano mein bol de
Khatre ka darr na kar, har hadh ko todh de
Zara sa aagey badh, tu na mujhse aise ladh
Tu sab mujhpe chod de
Arrey buraa
Aa bhoola hai
Rootha hai, chubhta hai, dukhta hai, sapna woh jis mein main na hoon
Main hi main hoon, mehki main hoon
Mujh mein main tu mila de zara
Ishq Sufiyana
Rab ki qawali hai ishq koi
Dil ki diwali hai ishq koi
Mehki si pyaali hai ishq koi
Subah ki laali hai ishq
Girta sa jharna hai ishq koi
Uthta sa kalma hai ishq koi
Saanson mein lipta hai ishq koi
Aankhon mein dikhta hai ishq
Mere dil ko tu jaan se juda kar de
Yun bas tu, mujhko fanaa kar de
Mera haal tu, meri chaal tu
Bas kar de aashiqana
Tere vaaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana, mera ishq sufiyana
Tere vaaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana, mera ishq sufiyana

















