Lyrics
Samay Ka Pahiya Chaltha Hai
Krodh Ke Bhujh Ko, Mann Pe Utaaye, Kaahe Chaltha Hai Praani
Kshama Jo Shathru Ko Bhi Karde, Wahi Muqt Hai, Wahi Gyani
Samay Ka Pahiya Chaltha Hai, Din Daltha Hai, Raat Aathi Hai
Raat Mein Jab Ek Chota Sa, Nanha Sa Deepak Jaltha Hai,
Uski Zara Sa Jyoth Sahi, Par Dhoor Se Usko Dekh, Koi Barso.. Ka.. Musafir,
Girthe Girthe Sambhal Tha Hai
Samay Ka Pahiya Chaltha Hai, Din Daltha Hai, Raat Aathi Hai
Raat Mein Jab Ek Chota Sa, Nanha Sa Deepak Jaltha Hai,
Uski Zara Sa Jyoth Sahi, Par Dhoor Se
Usko Dekh, Koi Barso.. Ka.. Musafir,
Girthe Girthe Sambhal Tha Hai
Mere Buddy Suno Zara
Mere Buddy Suno Zara, Chalo Kare Kuch Mazaa
Thodhi Shararat Kuch Shaitani, Kaam Koi Gadbad Ka
Mere Buddy Suno Zara, Chalo Kare Kuch Mazaa
Thodhi Shararat Kuch Shaitani, Kaam Koi Gadbad Ka
Ain’T Nobody Does It Better; No No No No No
Ain’T Nobody Does It Better; Ah Ah Ah
Ain’T Nobody Does It Better; No No No No No
Ain’T Nobody Does It Better; Tikda Takda Tikda Takda Dum
Tum Ho Mere Saath Mein, Tho Har Pal Din Mein Raat Mein
Jadoo Mere Haath Mein, Kaho Hai Na
Mera Dil Chaahe Jab Aisa, Kabhi Aisa Kabhi Waisa
Karun Mein Baat Baat Mein, Kaho Hai Na
Hum To Hain Aandhi
Hum Tho Hai Aandhi, Hum Tho Hai Toofan,
Dadagiri Kisi Ki Chalegi Nahin Yahaan.
Hum Tho Hai Aandhi, Hum Tho Hai Toofan,
Dadagiri Kisi Ki Chalegi Nahin Yahaan.
Ooo..Oho..Baat Karma Nahin Zyaadha
Ooo..Oho..Kya Hai Mann Ka Iraadha
Kis Mein Dum Hai, Jo Kare Ga, Humse Koi, Jagda Pagda
Jo Bhi Akda, Khayega Woh, Hath Hamaara Jum Ke Thagda
Ooo…Ooo…Oho..Oho; Ooo…Ooo…Oho..Oho
Tumhe Hum Lathe, Thappad, Ghuse, Khas Khas Ke Chadenge Hoooo
Tumhe Hum Kaho Tho Maare Juthe, Gin Gin Ke Padenge Hoooooo
Jis Jungle Ke Shere Hai Hum Tho, Us Jungle Ke Tum Jeedhad Ho
Chalo Jane Do Ab Chodo Bhi
Chalo Jane Do.., Ab Chodo Bhi..
Chalo Jane Do.., Ab Chodo Bhi..
Ithna Bhi Kya Ghusa Karna, Kuch Apni Kaho.., Kuch Meri Suno..
Yu Chup Chup Rah Kar Dil Hi Dil Mein Kya Gutna..
Chalo Jane Do, Ab Chodo Bhi
Chalo Jane Do, Ab Chodo Bhi
Ithna Bhi Kya Ghusa Karna, Kuch Apni Kaho.., Kuch Meri Suno..
Yu Chup Chup Rah Kar Dil Hi Dil Mein Kya Gutna..
Chalo Jane Do, Ab Chodo Bhi
Tumhi Mujse Root Gaye Tho Kisse Baat Karoon Mein
Jee Utta Hoon Mein Tumse Milke, Tum Jo Ho Tho Hoon Mein
Tumhi Mujse Root Gaye Tho Kisse Baat Karoon Mein
Jee Utta Hoon Mein Tumse Milke, Tum Jo Ho Tho Hoon Mein
Banku Bhaiya, Banku Bhaiya Kabhi Naa Hare
Banku Bhayya, Banku Bhayya Kabhi Naa Haare, Banku Bhayya
Kar De The Hai Vaade Nyare, Banku Bhayya
Aare Chakar Pe Chakar Chalate Hai, Hamre Banku Bhayya
Atkaa De, Jatka De, Hathi Bhi Aaye Tho,
Ulta Hi Latka De, Banku Bhayya
Aa Re Re Re Re Re Re
Banku Bhayya, Banku Bhayya Kabhi Naa Haare, Banku Bhayya
Kar De The Hai Vaade Nyare, Banku Bhayya
Aare Chakar Pe Chakar Chalate Hai,
Hamre Banku, Re Banku, Re Banku Bhayya
Din Mein Dikha Dethe Hai Woh Taare, Raat Mein Suraj Ke Nathyaare
Ulti Ganga Ulte Dhare, Kaho Tho Karde

















