Lyrics
Roundhe
Roundhe Hai Mujhko Tera Pyaar
Chubhta Hai Tera Intezaar
Das Rahi Tanhaiyaan
Dard Yeh Kar Raha Hai Pukar
Roundhe Hai Mujhko Tera Pyaar
Chubhta Hai Tera Intezaar
Das Rahi Tanhaiyaan
Dard Yeh Kar Raha Hai Pukar
Karochti Hai Kyon Mujhko Hawa Reh Reh Ke
Nichodti Hoon Dil Gabrati Hoon Mein Tere Liye
Katra Katra Mera Jaana Tere Milan Ko Tarse
Roundhe Hai Mujhko Tera Pyaar
Chubhta Hai Tera Intezaar
Das Rahi Tanhaiyaan
Dard Yeh Kar Raha Hai Pukar
Pyaar Tune
Pyaar Tune Kya Kiya...Kya Kiya
Ek Hi Pal Mein Achanak
Pyaar Tune Kya Kiya Ay Pyaar Tune Kya Kiya
Ek Hi Pal Mein Achanak Di Hai Nayee Duniya
Di Hai Nayee Khushiyaan
Pyaar Tune Kya Kiya Ay Pyaar Tune Kya Kiya
Ek Hi Pal Mein Achanak Di Hai Nayee Duniya
Di Hai Nayee Khushiyaan
Paheli Dafa Use Dekhkar Hone Laga Kuch Aisa Asar
Paheli Dafa Use Dekhkar Hone Laga Kuch Aisa Asar
Khudh Se Huvi Main Bekhabar Main Hoon Yahan Dil Mera Hai Wahan
Pyaar Tune Kya Kiya Ay Pyaar Tune Kya Kiya
Ek Hi Pal Mein Achanak Di Hai Nayee Duniya
Di Hai Nayee Khushiyaan
Ku Ku Ku
Kuk Kuk Koo Kuk Kuk Koo
Subah Subah Koyal Bole
Kuk Kuk Koo Kuk Kuk Koo
Sun Ke Saari Duniya Jaage
Tum Bhi Jaago Bhaago Bhaago Luto Haseen In Nazaron Ko Zat Se
Ramiyoon Krishnayaaon Doob Bhi Aaye Milne Ko
Chhodo Re Susti Ko Mast Ho Ke Ghar Se Niklo
Zindagi Hai Khoobsurat Is Ka Hai Koi Mol Yaaron Zara Samjho
Badalon Se Bani Yeh Kiski Chawi
Lag Rahi Hai Mujhe Koi Ladki Haseen
Saat Rango Ki Odh Ke Chunar Yeh Nayee
Hai Chali Re Chali Yeh Kahan Ko Chali
Uchchal Kud Karti Yeh Hawa Peecha Karti Hai Uska
Sar Sar Sar Sar Kehti Hai Kya Hoga Matlab Uska
Kambakth Ishq
Kambakht Ishq Hai Jo Sara Jahan Hai Woh
Kab Aata Hai Kab Jaata Hai
Par Rehta Hai Jab Tak Yeh Kambakht Jannat Dikhata Hai

Yeh Ishq Ishq Himmat Hai Yeh Ishq Ishq Kismat Hai
Yeh Ishq Ishq Taaqat Hai Yeh Ishq Dil Ki Daulat Hai
Yeh Ishq Ishq Himmat Hai Yeh Ishq Ishq Kismat Hai
Yeh Ishq Ishq Taaqat Hai Yeh Ishq Dil Ki Daulat Hai
Jaana
Mujhko Khuda Ne De Diya Pyaar Tere Jo Saathiya
Maano Jaise Mil Gaya Hai Jannat Ka Rasta
Main Chalti Thi Raaste Ek Manzil Ke Waaste
Tujhse Milke Yun Laga Jana Mujhko Hai Kahan
Hum Dono Ko Milna Tha Jaana Pyaar Yunhi Khilna Tha Jaana
Meri Aankhon Mein Teri Saason Mein Bas Tu Hi Hai Jaana
Mujhko Khuda Ne De Diya Pyaar Tere Jo Saathiya
Maano Jaise Mil Gaya Hai Jannat Ka Rasta
Main Chalti Thi Raaste Ek Manzil Ke Waaste
Tujhse Milke Yun Laga Jana Mujhko Hai Kahan
Tu Rahe To Rahe Meri Zindagi Kehta Hoon Rab Se
Sang Tere Bitaoon Mein Har Khushi Ab Se Yahin Se