Lyrics
Jaane kab anjaane
Jaane kab anjaane tumse mohabbat karne lage hum
Jaane kab anjaane tumse mohabbat karne lage hum
Paagal dil dhadka to kis chehre pe marne lage hum
Aisi mulakaaton se mithi mithi baaton se
Oh chain kahin to khone laga hai
Jaane kab anjaane tumse mohabbat karne lage hum
Is dhadkan ki tanhaaiyon ko tum jo mile
In palkon mein deewane dil ke sapne khile
Teri is khumaari ka aise bekaraari ka
Jaaneman jaane jaan dard naya hai
Jaane kab anjaane tumse mohabbat karne lage hum
Is duniya ki nazrein bacha kar chalde wahan
Jahan hum tum ho sapno mein ghum ho jhume sama
India se aaya
India se aaya life banane america main maal kamane
Aye mere yaaro aye mere pyaaro aaya yahan kuch karke dikhane
Poocho na kya kya kiya
Kabhi dhoyi thi car kabhi tha main bekaar
Waiter ka kiya kaam sab ko kiya salaam

Deewano Ko Pata Hai
Deewano ko pata hai yeh ishq to nasha hai
Milti hai bechaini is mein din katta na mere yar
Tere bina ek pal na rehna kehta hai dil bar bar
Tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pehla pyar
Deewano ko pata hai yeh ishq to nasha hai
Milti hai bechaini is mein din katta na mere yar
Tere bina ek pal na rehna kehta hai dil bar bar
Tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pehla pyar
Deewano ko pata hai
Ek madhoshi shaam sher hai teri mohabbat ka yeh asar hai
Yaad teri aati hai tanhaayi jaati hai yeh bekhudi koyi jaane na
Tere bina ek pal na rehna kehta hai dil bar bar
Aasman se chand
Chandni se ghar sajaaon main
Aasman se chand laaon chandni se ghar sajaaon mein
Jo mere sapne hai bas wohi apne hai...(2)
Is jahan se kya mujhe lena
Aasman se chand laaon chandni se ghar sajaaon mein
Jo mere sapne hai bas wohi apne hai
Is jahan se kya mujhe lena
Aasman se chand laaon
Dil chaahta hai banaaon kahin main ek chota sa ghar
Hasta rahoon is main jaata rahoon har ghum se main bekhabar
Pyaar ki basti mein din kate masti mein
Is jahan se kya mujhe lena kya dena
Aasman se chand laaon main
Mere khayalo mein aane lagi phoolon si naazuk pari