Lyrics
Mera Tujhse Hai Pehle
Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na
Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Dhuaan Dhuaan Tha Vo Samaan
Yahan Vahan Jaane Kahan
Tu Aur Main Kahin Milay Thay Pehle
Dekha Tujhe To Dil Ne Kaha
Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na
Tu Bhi Rahi Mere Liye
Main Bhi Raha Tere Liye
Pehle Bhi Main Tujhko Baahon Mein Leke
Jhooma Kiya Aur Jhooma Kiya
Koyi Dil Mein Samaya
Na Koi Mein Samaya
Na Koi Pehlu Mein Aaya
Jaake Bhi Paas Rahi Tum Hi
O Jaane Jaa Jaaneman
Jaanti Ho (X2)
Kyon Tumne Daaman Chuaraya
Tum Jaano Main Kya Bataoon
Mujhme Kuch Aeb Hoga
Kyon Tumpe Dohmat Lagaoon
Main To Yehi Kahoonga
Poochhogi Jab Bhi
Hmmm Hmmm Hmmm
Jaake Bhi Paas Rahi Tum Hi
O Jaane Jaa Jaaneman
Jaanti Ho
Tum Jo Mujhe De Gayi Ho
Ek Khubsurat Nishani
Lipta Ke Seene Se Ussko
Kat Jayegi Zindagani
Main To Yehi Kahoonga
Poochhogi Jab Bhi
Hmmm Hmmm Hmmm
Jaake Bhi Paas Rahi Tum Hi
O Jaane Jaa Jaaneman
Jaanti Ho
Na Koi Mein Samaya
Wada Karo
--MALE--
O thehro meri jaan
(Waada karo nahin chhodogi tum mera saath
Jahan tum ho, vahan main bhi hoon) - 2
--FEMALE--
(Chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath
Jawaan tum ho, jawaan main bhi hoon) - 2
--MALE--
Suno meri jaan, hanske mujhe yeh keh do
Bheege labon ki narmi mere liye hai
Ho, jawaan nazar ki masti mere liye hai
Haseen ada ki shokhi mere liye hai
Mere liye leke aayi ho yeh saugaat
Jahan tum ho, vahan main bhi hoon
--FEMALE--
Chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath
Jawaan tum ho, jawaan main bhi hoon
Mere hi peechhe aakhir pade ho tum kyoon

















