Lyrics

Mastana Albela Sirf Ek Tu Hai

Mastana Albela Sirf Ek Tu Hai Laakhon Mein Akela
Mastana Albela Sirf Ek Tu Hai Laakhon Mein Akela
Mastana Albela Sirf Ek Tu Hai Laakhon Mein Akela
Humko Aisa Laga Jab Hame Tu Mila
Surmiye Raat Mein Chand Jaise Kila
Tere Charon Taraf Hai Laga
Sitaron Ka Yeh Mela
Sitaron Ka Yeh Mela

Bhola Hai Sada Hai Tu Koyi Shehzaada Hai
Hum Tujhko Chahenge Apna To Yeh Vaada Hai
Gham Ho Chhaye Khushi Keh Rahi Zindagi
Tujh Pe Qurbaan Hai Apni Jaan
Deewane Muskura De
Deewane Muskura De
Deewane Muskura De

Aankhon Mein Sapne Hai Anjani Yeh Raatein Hai
Tum Se Woh Kehni Hai Is Dil Mein Jo Baaten Hai
Tu Shararat Kare Hum Se Jagda Kare
Phir Bhi Hum To Tujhe Apna Maane
Yeh Raaz Tune Jaane
Yeh Raaz Tune Jaane
Yeh Raaz Tune Jaane

Lambhi Umr Ki Hum Tujko Duaen De
Chume Tera Maatha Teri Balaye Le
Mamta Ke Aanchal Mein Tujhko Sulaye Gaye
Tujhse To Hai Koyi Naata
Lage Tu Hame Pyaara Tu Sab Se Hai Nyaara
Hamara Tu Sahara
Mastana Albela Sirf Ek Tu Hai Laakhon Mein Akela
Mastana Albela Sirf Ek Tu Hai Laakhon Mein Akela
Humko Aisa Laga Jab Hame Tu Mila
Surmiye Raat Mein Chand Jaise Kila
Tere Charon Taraf Hai Laga
Sitaron Ka Yeh Mela
Sitaron Ka Yeh Mela
Sitaron Ka Yeh Mela
----------------------------

Hindi Song Title: Mastana Albela
Hindi Movie/Album Name: SHARARAT
Singer(s): HARIHARAN, ARVINDER SINGH, SAUD KHAN, MAHITOSH, UPENDRA SHARMA, SARFARAZ KHAN, SANJEEVNI BHELENDE, SHRADDHA PANDIT, SNEHA PANT, & WAJID KHAN

--MALE--
Mastana, albela
Sirf ek tu hai laakhon mein akela
Ji ba ja ji ji bi ja ja
(Mastana, albela
Sirf ek tu hai laakhon mein akela) - 2
Humko aisa laga jab hamein tu mila
Surmayi raat mein chaand jaise khila
Teri chaaron taraf hai laga
Sitaaron ka yeh mela

--ALL--
Sitaaron ka yeh mela - 2
Hey hey hey, hey hey hey, hey hey hey - 2
La la la, la la la la, la la la - 2

--MALE--
Bhola hai, saada hai, tu koi shehzaada hai
Hum tujhko chaahenge, apna to yeh vaada hai
Gham ho chaahe, khushi keh rahi zindagi
Tujhpe qurbaan hai apni jaan
Deewaane muskuraa de

--ALL--
Deewaane muskuraa de - 2

--MALE--
Aankhon mein sapne hai, anjaani yeh raatein hai

--FEMALE--
Tumse voh kehni hai, is dil mein jo baatein hai

--MALE--
Tu shararat kare, humse jaghda kare
Phir bhi hum to tujhe apna maane
Yeh raaz tu na jaane

--ALL--
Yeh raaz tu na jaane - 2

--FEMALE--
Hmm mm mm mm, la la la la la
Lambi umar ki hum tujhko duaayen de
Choome tera maatha teri balaayen le
Mamta ki aanchal mein tujhko sulaayenge
Tujhse to hai koi naata
Lage to hamein pyaara, tu sabse hai yaara

--ALL--
Hamaara tu sahaara

--MALE--
(Mastana, albela
Sirf ek tu hai laakhon mein akela) - 2
Humko aisa laga jab hamein tu mila
Surmayi raat mein chaand jaise khila
Teei chaaron taraf hai laga

--ALL--
Sitaaron ka yeh mela - 3