O Re Kanchi

O Re Kanchi O Re Kanchi
Kaanch Ki Gudiyaan
Hoton Mein Baandhe Prem Ki Pudiyaan
Naa Unhe Khole Na Mu Se Bole
Palkon Pe Rakhke Aankhon Se Tole
Naa Unhe Khole Na Mu Se Bole
Palkon Pe Rakhke Aankhon Se Tole
Suniyon Suniyon
Suniyon Suniyon Misri Se Meethi
Aankhon Mein Band Hai Baatein Rasili
Naa Unhe Khole Na Mu Se Bole
Palkon Pe Rakhke Aankhon Se Tole
Naa Unhe Khole Na Mu Se Bole
Palkon Pe Rakhke Aankhon Se Tole

Pahadi Paar Chalna Hai To Parbat Hata Doon
Gataon Mein Kahin Chupna Hai To Saawan Bula Doon
Mahuwa Mahuwa Meh