Karele Ki Shaadi

Kaddu Kat Mildang Bajaya Nimbo Kat Majila
Tulai Saath Main Thali Malle Jhoom Ke Gaaye Kiyla
Arre Kiyla Nahin Kira Ra Ra Ra
Are Wohi To Bol Raha Hoon Kiyla
Acha To Bol Kiyla

Kalele Ki Are Karele Ki
Kalele Ki Ho Gayi Sagayi Sakal Kan Nachan Chali Ko Aayi
Sab Bartan Nachan Ko Chali Aayi
Sulan Gobi Tabla Ban Gaye Sulan Gobi Tabla Ban Gaye
Luaki Bani Shanayi
Sab Bartan Nachan Ko Chali Aayi
Sab Bartan Nachan Ko Chali Aayi
Ale Wah Le Wah Wah Le Wah
Ale Wah Le Wah Wah Le Wah

Loot Ke Baitha Piyaaz Se Aalo Usko Dhool Se