Lyrics
Ek Ladki Jiski
Ek Ladki Jiski Aankhen Yeh Kehti Hai
Main Usko Achcha Lagta Hoon Oh Oh O
Ek Ladki Jiski Aankhen Yeh Kehti Hai
Main Usko Achcha Lagta Hoon Oh Oh O
Pyar Ki Baato Se Jaane Kyon Gabhraati Hain
Pyar Ki Baato Se Jaane Kyon Gabhraati Hain
Koi Bataye Kaise Pagli Ko Samjau Oh Oh O
Ek Ladka Jiski Aankhen Yeh Kehti Hai
Main Usko Achchi Lagti Hoon Oh Oh O
Ek Ladka Jiski Aankhen Yeh Kehti Hai
Main Usko Achchi Lagti Hoon Oh Oh O
Samajh Na Paaye Kyon Ek Ladki Sharmati Hai
Samajh Na Paaye Kyon Ek Ladki Sharmati Hai
Koi Bataye Kaise Pagle Ko Samjau Oh Oh O
Aisa Champion Kaha
Aisa Koi Deewana Aisa Koi Mastana
Aisa Koi Parvana Ha Ha Ha
Aisa Koi Deewana Aisa Koi Mastana
Aisa Koi Parvana Ha Ha Ha
Dil Ko Churane Waala Apna Banane Wala
Jadoo Jagane Waala Ha Ha Ha
Patthar Ko Jo Piglade Din Mein Taare Dikhlaade
Karde Har Mushkil Ko Aasaan
Aisa Champion Kahan Aisa Champion Kahan
Aisa Champion Kahan
Woh Hai Fauladi Uska Phoolon Sa Dil
Uska Phoolon Sa Dil Uska Phoolon Sa Dil
Rangte Hain Saare Uske Rangon Mein Mil
Uske Rangon Mein Mil Uske Rangon Mein Mil
Uski Zubaan Jo Bole Thande Pad Jaaye Shole
Usne Kaha Jo Woh Kiya
Thehro Zara
Thehro zara thehro zara thehro zara ...(2)
(Thehro zara thehro zara dil mein hai dhadkane
Dhadkan mein hai sada thehro zara) ...(2)
Samjo zara samjo zara kya mushkile hai meri
Majbooriyan hai kya
Samjo zara samjo zara kya mushkile hai meri
Majbooriyan hai kya
Thehro zara thehro zara
Meri baat jo na maano mausam ko to pehchaano
Mausam to paagal sa hai mausam ka bharosa kya hai
Thehro zara thehro zara thehro zara thehro zara
Meri baat jo na maano mausam ko to pehchaano
Mausam to paagal sa hai mausam ka bharosa kya hai
Khushboo ka to kehna sunlo thehro yeh kaliyan chun lo
Teri Zindagi
Pyaar pyaar pyaar baate chalo pyaar ..(3)
Teri zindagi mein pyaar hai to sab kuch hai
Jo pyaar nahin to kuch bhi nahin
Teri aankhon mein kisi chahat ka ikraar hai to
Sab kuch hai ikraar nahin to kuch bhi nahin
Pyaar pyaar pyaar baate chalo pyaar ...(3)
Koshish to koyi karke dekhe
Sapne sachche bhi hote hai
Duniya koyi itni buri nahin
Yahan log achche bhi hote hai
Koshish to koyi karke dekhe
Sapne sachche bhi hote hai
Duniya koyi itni buri nahin
Yahan log achche bhi hote hai
Bechain yeh karaar hai to sab kuch hai
Yeh karaar nahin to kuch bhi nahin
Raag Banke
Raag banke pyaar chhaye zindagi bhi ghunghunaaye ..(2)
Mann kyon na geet gaaye paani da mere mann gaaye ja
Sapno ne sur sajaye pani da mere mann gaaye ja
Gaaye jo hum pyaar ki sargam taal hai goonji dhadkan dhadkan dhadkan
Kabhi yun bhi to ho bas hum to ho aur saari surili baatein ho
Chamkile din rangi shaame aur jhilmil karti raatein ho
Jhooka hawa ka jo aaye pyaar ke rang naye aaye
Duniya ko bhool ke sapno mein jhul ke
Chule hum aasmaan aao na meherbaan
Ho hum ko yeh raasta bulaye
Raag banke pyaar chhaye zindagi bhi ghunghunaaye ...(2)
Mere Dil
Mere dil bata mere dil bata tujhko to hoga pata ...(3)
Jahan woh ladki mil jaaye har doori mit jaaye
Woh ladki mil jaaye har doori mit jaaye hai kaun sa woh rasta sab nice
Mere dil bata mere dil bata tujhko to hoga pata ...(2)
Sab nice sab cute
Jis ladki se pyaar hai mujhe kya woh mujhe pyaar karegi
Mere khwaabon ki tasveero mein kya woh ladki rang bharegi
Kya kabhi nahin yeh hoga kya kabhi kahin yeh hoga
Kya lagta hai kya hona hai kya lagta hai kya hona hai
Achcha hoga ya bura
Mere dil bata mere dil bata tujhko to hoga pata ..(2)
Jogan Jogan
Jogan jogan jogan jogan jogan jogan ..(5)
Jogi main hoon jogan jogan main tere karam
Tujhe waaron main tanman ghoomenge chal hum sang mein
Rang le mujhko apne hi rang mein ...(2)
Jogan jogan jogan jogan jogan jogan ...(4)
Tu raja main hoon rani tu mast mein mastaani
Tu dilbar main deewani tu kya hai mein pehchaani
Tu hi dil ki dhadkan hai tu hi mera saajan hai
Mann hai mera teri umang mein
Rang le mujhko apne hi rang mein ...(2)
Jogan jogan jogan jogan jogan jogan ...(5)
Aaja re sajna tu more angna
Sulge yeh tan chale purva jo sansan
Sun le more sajan paayal ki chanchan
Dil Vich
Contributed by : Khushi Shah
Raaton mein jab bhi main soota to mere khwaabon mein
Pyaari si bholi si ek ladki ka chehra ta aata
Dil ko tha tadpaata
Are are ra ra kya haal dil ka kahoon
Dil vich vich chalda dil vich vich rukda ..(2)
Thank thank tum tum thank thank
Dil vich vich chalda dil vich vich rukda ..(2)
Maine usko dekhka usne mujhko dehka
Mere to haaton mein pyaar ki thi rekha
Lo pyaar ho hi gaya
Hum dono milte the khushiyon se khilte the
Miti se baatein the masti ki raatein thi
Behoshi chaayi thi madhoshi chaayi thi
Are are ra ra kya haal dil ka kahoon
Badhaai Ho
Haryala Banna Hai Sahera Sajaaye
Gharwale Baaraat Leke Hai Aaye
Ghungruwaliyon Ghungru Baandh Lo
Chalo Tum Bhi To Dholak Sand Lo
(Chehre Pe Sehra Hai Sehre Pe Kalgi
Kalgi Mein Moti Hai Moti Mein Joyti) ...(2)
Jyoti Mein Jaise Khushi Muskuraayi
Baadhai Ho Baadhai Ho ...(3)
Maa Ke Naseebon Se Hai Yeh Din Aaya
Kismat Ne Panne Ka Sehra Dikhaya
Jis Mein Hai Champa Chameli Ki Kaliyan
Baaraat Nikli To Mehki Hai Galiyaan
Khushboo Ne Jaise Khushboo Ne Jaise
Li Angdaayi Ho
Baadhai Ho Baadhai Ho ...(3)
Behne Magan Hai Ki Bhabhi Milegi
Bhabhi Jo Unki Saheli Banegi
Om Shanti Om (Medley Mix)
dhoom taana ta....
kaise naino se naian milaon sajna, kaise main aise na ghabrau sajna
kaise aaye aise mohe laaj sajna, chuna na dekho mohe aaj sajna
dhoom taana ta dhoom ta ta na na na - 2, dhoom taana dhir na dhir na
mriganaini tu na jaane, prem kitna mere mann mein hai
yeh bechaini maangti hai, roop jo tere yowan mein hai
tera phool sa hai ang, tere ang mein hai rang
tere rang ke main sang goriye
tere rang mein hai roop, tere roop mein hai dhoop
teri dhoop hai anoop goriye
sajna se kahe aaye laaj sajani, choone de ang mohe aaj sajani

















