Lyrics

Thoda sa pyar

Thoda sa pyar hua hai thoda hai baki ...(2)
Hum to chaahenge tujhe ...(2)
Jab talak jaan hai baki

{Pyar humne kiya hai pyar tumne kiya hai
Yaar phir imtihaan kyon zamane ne liya hai }..(2)
Saath hum denge tera ..(2)
Tujhse vaada hai sathi

{Dard jitna milega pyar utna badhega
Apni chahat ke aage yeh zamana jhukega }...(2)
Dil se dil mil hi gaye ..(2)
Apna milna hai baki

Dil Churane

Dil churane lagi jab tumhari nazar
Jaan jaane lagi hum huve bekhabar
Aahen bharne laga jab yeh dil saathiya
Kuch kaha to sanam kya kiya kya kiya
Maine dil tujhko de diya ...(2)
Dil churane lagi jab tumhari nazar
Jaan jaane lagi hum huve bekhabar
Aahen bharne laga jab yeh dil saathiya
Kuch kaha to sanam kya kiya kya kiya
Maine dil tujhko de diya ...(2)

{Woh ishara tera kitna maaoom tha
Jaayega ab yeh dil mujho maaloom tha }...(2)
Is umr ne hume yun kiya bekarar
Dil ko roka magar na rooka humse yaar
Tumne milke sanam aisa jaadoo kiya
Jab yeh jaadoo chala to sanam kya kiya

Na Na NaNa

Dil ho raha hai deewana us pe tera muskuraana
Adaon se dil ko churana hai ladkiyon ki ada
Dil ho raha hai deewana us pe tera muskuraana
Adaon se dil ko churana hai ladkiyon ki ada
Jab teer nazron ke chalte hain yeh dil nishane bante hain
Ab aaj yeh humne bhi jaane mushkil hai dil ka bachpana
Jab teer nazron ke chalte hain yeh dil nishane bante hain
Ab aaj yeh humne bhi jaane mushkil hai dil ka bachpana

Yeh dil maangey or le le jaan jaaye to aashiq jaaye kahan
Yeh pyaar kare jab deewana oh mushkil dil ko samjaana
Yeh dil maangey or le le jaan jaaye to aashiq jaaye kahan

Khoye Khoye Din Hain

Khoye khoye din hain tanha tanha raat hain...(2)
Bas kucch dino ki baat hai...(2)
Milke bhi nahin milte kaisi mulaakaat hai...(2)
Bas kucch dino ki baat hai...(2)
Khoye khoye din hain

Mausam chhede to kya dil kare
Dil se kehdo na aahein bhare
Mausam chhede to kya dil kare
Dil se kehdo na aahein bhare
Hum to hain mushkil mein kya ho raha dil mein
Kya ho raha hai dil mein
Baahar hai barsaatein dhadkanon mein aag hai...(2)
Bas kucch dino ki baat hai...(2)
Khoye khoye din hain tanha tanha raat hain...(2)
Bas kucch dino ki baat hai...(2)
Khoye khoye din hain

Jab Dil Churaya

Jab dil churaye koyi apna banaye koyi
Sapne dikhaye aur ho jaaye phir juda
Jab dil churaye koyi apna banaye koyi
Sapne dikhaye aur ho jaaye phir juda
Chaahat ke sab afsaane dil jin ko sach hi maane
Ban ke woh reh jaate hai ek ansuni sada
Ho kyon dekhke hummne chaahat ke sapne
Dil sochta hai aur rota hai zar zar
Jab dil churaye koyi apna banaye koyi
Sapne dikhaye aur ho jaaye phir juda

Yeh dooriyan dil ki majbooriyan dil ki
Sach hai magar phir bhi maane na dil mera
Bheegi si aankhon mein suni si raahon mein
Hum le chale hai kitni yaadon ka karvaan

Sajana Saajan

Kaisi hai yeh deewangi kaisi hai yeh dil ki lagi...(2)
Dil kehta hai yahin ruk jaaye pal tere mere pyaar ka
Sajana sajana sajana sajana

Kaisi hai yeh deewangi kaisi hai yeh dil ki lagi
Dil kehta hai yahin ruk jaaye pal tere mere pyaar ka
Sajana sajana sajana sajana

Har taraf ek toofan sa hai kaise saahil milega
Bekhudi bhi bachayegi kab tak kab talak dil jalega
Har taraf ek toofan sa hai kaise saahil milega
Bekhudi bhi bachayegi kab tak kab talak dil jalega
Maana mushkil hai aashiqui
Yeh ishq hi to hai zindagi
Dil kehta hai yahin ruk jaaye pal tere mere pyaar ka

Humne Tumko Dil Ye De Diya

Humne tumko dil yeh de diya yeh bhi na pucha kaun ho tum...(2)
Yeh faisla jo dil ne kiya yeh faisla jo dil ne kiya
Yeh faisla jo dil ne kiya tab yeh bhi na socha ki kaun ho tum
Humne tumko dil yeh de diya yeh bhi na pucha kaun ho tum

Dil hai ki maanta nahin is dil pe kiska zor hai
Teri aur khicha ja raha hoon jaane yeh kaisi dor hai
Tumko hai kuch ho gaya aahein mein aahein bharte ho
Deewane ho tum deewani deewani baat karte ho
Hum to chalo hum to chalo deewane sahi par apni baato kaun ho tum
Humne tumko dil yeh de diya yeh bhi na pucha kaun ho tum

Zindagi Ek Daud Hai

Zindagi Ek Daud Hai
Zindagi Ek Daud Hai
Daud Daud Yeh Daud Jeetni Hai Tujhko
Zindagi Ek Daud Hai
Daud Daud Yeh Daud Jeetni Hai Tujhko
Daud Daud Yeh Daud Jeetni Hai Tujhko

Saas Jab Talak Chalegi Chalte Hi Rehna
Waqt Ka Harik Vaar Has Ke Tu Sehna
Ho Saas Jab Talak Chalegi Chalte Hi Rehna
Waqt Ka Harik Vaar Has Ke Tu Sehna
Jung Hai Yeh Zindagi Keh Rahi Hai Yeh Zameen
Choo Le Tu Aasmaan Ko
Daud Daud Yeh Daud Jeetni Hai Tujhko
Daud Daud Yeh Daud Jeetni Hai Tujhko

Seene Mein Bhar Le Tu Himmat Ki Saasein
Rok Na Sakenge Tujhko Raahon Ke Kaaten

Tumse Milkar hua Hai Ehsaas

Tumse Milkar Hua Hai Ehsaas
Ek Naya Naya
Tumse Milkar Hua Hai Ehsaas
Ek Naya Naya
Tum Agar Jaan Lo
Tum Bhi Maan Lo
Ho Na Ho Yeh Pyaar Hai
Tumse Milkar Hua Hai Ehsaas
Ek Naya Naya
Tumse Milkar Hua Hai Ehsaas
Ek Naya Naya
Tum Agar Jaan Lo
Tum Bhi Maan Lo
Ho Na Ho Yeh Pyaar Hai
Tumse Milkar Hua Hai Ehsaas
Ek Naya Naya
Tumse Milkar Hua Hai

Jane Kyon Aisa Lagta Hai
Kal Jo Kal Aanewala Hai
Jane Kyon Aisa Lagta Hai
Kal Jo Kal Aanewala Hai
Woh Baharon Ka Mausam Hai
Roshni Hai Ujala Hai
Ey Haseen Humsafar
Thoda Sa Sochkar
Tum Kaho Kya Yeh Pyaar Hai

Ek Baar Pyar

Ek Baar Pyaar Mujhe De De Yaar
Ho Mera Ho Jaa Naa Ho Jaa Naa
Tera Mera Pyaar Hai To
Zindagi Mein Hain Bahaar Rozana Rozana
Deewane Mastane Deewane Mastane
Shama Ke Parwane Pyaar Kar Aise
Ke Dekhe Jahan
Ek Baar Bas Ek Baar Bas Ek Baar
Pyaar Mujhe De De Yaar
Ho Mera Ho Jaa Naa Ho Jaa Naa
Tera Mera Pyaar Hai To
Zindagi Mein Hain Bahaar Rozana

Aaj Sochte Ho Kal Kal Yeh Sochte Ho Kal
Yunhi Aaj Kal Mein Kho Rahe Ho Zindagi Ke Pal
Ishq Aag Hai To Jal Ishq Shaam Hai To Dhal
Ho Ishq Ke Liye Hai Dil Dubne Ke Saath Chal
Raahon Mein Manzil Hai
Raahon Mein Manzil Hai

Syndicate content