Lyrics
Tamas
Tam tam chaya hai tamas
Jam gaya rakht kalash
Tam tam chaya hai tamas
Jam gaya rakht kalash
Nazren chura chale dhoop ko booja chale
Raatri ke yaatri
Tam tam chaya ..raatri ke yaatri
Ghumte phiye pe ruki si zindagi le hum chale
Kharch huve kaise bachi si zingi hai hum chale
Kaante gadi ke chube haath mein
Waqt ruka hum chale
Waqt ki surkhiyon mein
Jam gaya ratkh kalash
Sahil ki rahoon mein
Kahi khoye se lamhe jal rahe
Sard rahon main
hazaro suraj sar pe jal rahe
haath koi,dard sa dil pe hai
dil ko paata
dil ko pata hi nahi
Nazre chura le……. raatri ke yaatri
Ye kaisa hai shaher
Kya din kya raat hai Yahan par
Ki sala dono barabar
Kya din kya raat hai Yahan par
Ki sala dono barabar
Na raaste kabhi ho khaali
Na bandh hoti hai gaali
Maa behn ki yaad sabko aati har peher
Halla gulla shor gul yeh kaisa hai shaher
Kya din kya raat hai
Yahan par ki sala dono barabar..gaali
Sanso pe lakho karodo ki saanse
Thami, gut raha hai dum gutansi ho rahi hai
Phir bhi sabere akeli hai ankhein khuli
Koi Aaj mil hi jaega
Chahera jane pahne kaunsa
Dar se nikle dhundhe ghar hai kaha
Kya din kya raat hai
Kiske liye raah chalte hai ye jhuthi hassi
Paka mat
Nidh sam pa mare ga..(4)
Baith ja yahni tu ja mat..(2)
Bas hil gaya paka mat
Abey gheen aati hai khuja mat
Abey oh besure tu gaa mat
Aye aye kya karta hai bujha mat
Baith ja yahin tu ja mat
Aye aye eey aye
Aye murgi maachis hai kya maachis nahin hai
To aa aa aa dil se laga ke jala le
Aye pondy sutta de sutta abey hut chal hut
Dabbe se tota utha le
Abey kyon sulgaata raheta hai hamesha
Ghud ghud ubalta rehta hai hamesha
Chup reh warna kya kare ga mare ga
Mar haya mar gaya mar gaya re mar gaya
Mar gaya hoon maine jila mat
Abey gheen aati hai khuja mat
Main Khuda
Ek din bas ek din
Apne saare zakhm gin
Ek raat bas ek raat
Tu soch kya hua tere saath
Khud se kahan tak bhaagoge
Subah jati hai kab jaagoge
Duniya ne kata kat tey gaye
Khud ko kahan tak kaatoge
Saas lo dum bharo chillakar sab se kaho
Sar jhuka khuda hoon main..(2)
Asmano pe khada hun main
Main khuda…. hoon khuda …
Har sparsh mein khichaaw hai
Har dosti mein tanav hai
Dua bhi mey bala bhi mey
Meri dava mera gaav hai
Aadhi roshni aadhe andhere
Aadhi Zindgi yun na jalao
Tum jo sochte ho woh tum ho
Socho jaago sab ko jagaao
Saas lo dum bharo
Chilakar sabse kaho
Jism Hai
Dil kahe chal tu ghar se nikal tu ..(2)
Dhoond ja kar nishaniyaan
Jo baata yeh sach hai yeh teri
Zindagi bas kahaniyan
Dar dhukanose aasmano se pooch ja kar kahin tu
ho ou ou ou
Jism hain jaan hain kaun hai
Tu hai bhi ya nahin
Dhoop hai chaaw hai rait hai raat hai kaun hai
Tu hai bhi ya nahin
Haan khel hai khayal hai yaa koyi sawal hai
Bujh raha deep yaa ,jal rahi mashaal hai
Saare rishto ko saare naato ko…(2)
Tod kar aaj hum chale kaise roke koe hamain
Sab ko chhodkar aaj hum chale
Chaand kehta hai kaun dil se ki pooch jaaker kahin tu
ho ou ou ou
Akhiyan chipki
Aye aaho ni padharo mahare desh mein
Akhiyan chipki jaaye re chipki..(2)
Gore tan se kaare nayan se..(2)
Lipat lipati jaye
Akhiyan chipki…..(4)
Ang ang kaisa hai karara
Dekho saath rang garara…(2)
Kesu bandh badsare…(2)
Naynan kajra kesun badra
Barisho mein chamkaye re bijri
Akhiyan chipki jaaye..re chippaki..(2)
Kabhi zo chunar udti hai, Nadiyaan jithen mudti hai..(2)
Yaad tohe karta hai aahe bharata hai
Yaad karat re sara jagat re
Toye haaye jaaye chipki
Akhiyan chipki..(4)
Socho Kya Karogi
Socho Kya Karogi Bolo Kya Karogi Darling
Socho Kya Karogi Bolo Kya Karogi Darling
Jab Apne Kadmon Mein Hoga Saara Jahan
Badal Ko Takiye Sa Gadda Yeh Aasman
Chand Pe Jaana Hai No No Use Yahan Laana Hai
Jungelo Mein Sher Ko Sher Padke Sunana Hai
Hoga Jo Bhi Farmaogi
Socho Kya Karogi Bolo Kya Karogi Darling
Jaisa Tum Kahoge Waisa Hi Karegi Darling
Hey Darling
Socho Yeh Panchi Hamari Kahani Hai Gaate
Are Dekho Parbat Bhi Raahon Mein Hai Sir Jukaate
Bas Ek Khwaab Do Har Ek Desh Hai
America Jaana Hai No No Wahan Zamana Hai
Roos Ki Baraf Se Africa Sehlana Hai
Rama Rama
Woh Hota Hai Woh Jo Bas Ho Jata Hai
Hota Hai Na Jis Mein Kuch Ho Jata Hai
Woh Hota Hai Woh Jo Bas Ho Jata Hai
Are Hota Hai Na Jis Mein Kuch Ho Jata Hai
Humko Ji Woh Ho Gaya Hay Rama Rama
Are Humko Ji Woh Ho Gaya Hay Rama Rama
Hota Hai Na Jis Mein Kuch Ho Jata Hai
Are Chupke Chupke Aise Gul Ho Jata Hai
Are Apna Ji Gul Ho Gaya Hay Rama Rama
Rama Rama Rama Rama Hey Rama Rama
Oh Sunte Hai Sapno Mein Baaten Suni Huvie
Udke Neendo Mein Hum Raate Buni Huvi
Oh Sunte Hai Sapno Mein Baaten Suni Huvie
Udke Neendo Mein Hum Raate Buni Huvi
Oh Aankhon Mein Kahani Hai
Love Ke Liye
Jiyega Marega Marega
Karega Bharega Bharega
Jiyega Marega Marega
Karega Bharega Bharega
Suli Chadhenga
Love Ke Liye Sala Kuch Bhi Karega
Aare Love Ke Liye Sala Kuch Bhi Karega
Jiyega Marega Marega
Karega Bharega Bharega
Jiyega Marega Marega
Karega Bharega Bharega
Suli Chadhenga
Love Ke Liye Sala Kuch Bhi Karega
Aare Love Ke Liye Sala Kuch Bhi Karega
Jagu Sote Sote Has Do Rote Rote
Dil Ko Haarun Haarun Siti Maarun Maarun
Jagu Sote Sote Has Do Rote Rote
Dil Ko Haarun Haarun Siti Maarun Maarun
Yeh Na Zukaam Hai Yeh Kali Jaam Hai
Jeene Na Kaam Kuch Yeh Unka Kaam Hai
Dil Mera Dil
Dil Mera Dil Hai Akela
Dhoondhe Re Dhoondhe Re Laila
Dil Mera Dil Hai Akela
Dhoondhe Re Dhoondhe Re Laila
Anju Ki Aankhon Mein Paro Ki Palko Mein
Neha Ke Nakhre Mein Neena Ke Nakshe Mein
Geeta Ke Gaalo Mein Bobby Ke Baalo Mein
Shalu Ki Haay Galiyon Mein
Dil Mera Dil Hai Akela
Dhoondhe Re Dhoondhe Re Laila
Dil Mera Dil Hai Akela
Dhoondhe Re Dhoondhe Re Laila
Anju Ki Aankhon Mein Paro Ki Palko Mein
Geeta Ke Gaalo Mein Bobby Ke Baalo Mein
Shalu Ki Haay Galiyon Mein
Pooja Pe Pairon Ki Pooja Karon
Dil Bole Kaamna Duja Karon
Radha Ki Raunak Se Raina Saje
















