Lyrics
Jise Hasna
Jise hasna rona hai woh pyaar kare
Jise paagal hona hai woh pyaar kare
Jise paana khona hai woh pyaar kare
Har sitam jo sahe dard aur gham jo sahe
Meri jaan woh pyaar kare
Jise hasna rona hai woh pyaar kare
Jise paagal hona hai woh pyaar kare
Jise paana khona hai woh pyaar kare
Har sitam jo sahe dard aur gham jo sahe
Meri jaan woh pyaar kare
Jise hasna rona hai woh pyaar kare
Jise paagal hona hai woh pyaar kare
Kabhi dil is mein tadpe kabhi is mein mile aaraam
Kabhi naam hua is mein kabhi is mein hue badnaam
Kabhi dil is mein tadpe kabhi is mein mile aaraam
Awara paagal deewana
Awara paagal deewana bangaya aashiq jaanejaana
In aankhon ne luta hai mujhe
merii jaan merii jaan merii jaan merii jaan
Dil diya tujhe dil diya tujhe
Awara paagal deewana bangaya aashiq jaanejaana
In aankhon ne luta hai mujhe
Merii jaan merii jaan merii jaan merii jaan
Dil diya tujhe dil diya tujhe
Tu mera saawan tujhpe marta hai mera pyaasa mann
Tujhe milke maine jaana bangaya jaanejaana
In aankhon ne luta hai mujhe
merii jaan merii jaan merii jaan merii jaan
Dil diya tujhe dil diya tujhe
Bas yeh kehna hai teri baahon mein mujhko rehna hai
Teri Dekh Dekh Ladkaiyan
Teri Dekh Dekh Ladkaiyan, Dil Chahe Tham Lu Baiya...(2)
Teri Sun Ke Boliyan, Dil Pe Soniya, Chalti Hai Goliyan
Prem Bhakton Ki Toliyan, Chahein Bhar De Jholiyan...(2)
Beiman Ajnabi Saiyan, Chal Chhod Chhod Meri Baiyan...(2)
Chhune Se Teriyan, Tan Pe Meriyan, Chalti Hai Chhuriyan
Dekhe Teri Oriyan, Jogan Banke Goriyan
Jab Jab Tu Hase Meri Guiyan, Galon Mein Padi Hai Kuyian
Teekhi Palkon Ki Chhaiyan Mujhe Dasne Lagi
Taarif Na Kar Yun Guiyan, Seene Mein Chubhe Hain Suiyan
Teri Baatein Hai Bhool Bhulaiyan, Mein Phasne Lagi
Teri Dekh Tyoriyan Mujhpe Heeriyan Chalti Hai Goliyan
Raatein Badi Hain
Raatein Badi Hain Badi Katilana, Kehti Hai Kya Koi Jaane Na
Teere Nazar Ka Koi Hai Nishana, Maane Koi Chahe Maane Na
Toota Sitara Abhi Abhi, Lamha Darane Laga
Toota Sharara Abhi Abhi, Dil Ko Jalane Laga
Charon Taraf Ravaan Ravaan, Bandhe Koi Dhuan Dhuan
Jayega Tu Kahan Kahan, Bachna Tera Yahan Yahan - Asambhav
Main To Asambhav Ko Sambhav Banata Hoon, Taqat Mera Naam Hai
Kadmon Mein Sare Jahan Ko Jhukata Hoon, Mera Yahi Kaam Hai
Hai Jeene Ka Andaaz Mera Nirala, Yeh Tevar Mera Khas Hai
Dil Mein Jo Aata Hai Main To Woh Karta Hoon, Daulat Mere Pas Hai
Mashuqa Rubi
Mashuqa Rubi Mehbooba Mehboobi
Dekhoji Dekho Mujhe Main To Hoon Ajoobi
Sabki Jawani Meri Nazron Mein Doobi
Koi Na Jaane Aisi Mujhme Hai Khoobi
Behke Shikariyon Se Bachna Bachana
Hoton Ke Pyaalon Se Angoori Chhalkana
Pyasi Dilon Ko Aaye Mujhe Tadpana
( Palkon Ke Saaye Saaye, Koi To Aaye Jaaye
Yeh Mera Dil Ghabraye, Kya Hai Mushkil )...(2)
Koi Deewana Lagta, Koi Anjaana Lagta
Koi Parwana Lagta, Koi Qaatil
Mashuqa Rubi...Aaye Mujhe Tadpana
( Koi Hai Jaaga Jaaga, Koi Hai Soya Soya
Koi Hai Khoya Khoya, Hain Na Hai Na
Kehta Hai Yeh Ujala, Kuch To Hai Honewala
Main Sada Hoon
Main Sada Hoon, Waqt Hoon, Sang Se Bhi Saqt Hoon
Noor Mein To Rab Ka Hoon, Rehnuma Main Sabka Hoon
Main To Hoon Jhonka Ik Hawa Ka, Koi Bhi Maane Na
Main To Hoon Bandha Uss Khuda Ka, Koi Bhi Jaane Na
Hai Mujhko Jhukana, Yahan
Hai Mujhko Mitana, Yahan
Hai Mujhko Jhukana, Yahan, Asambhav
Hai Mujhko Mitana, Yahan, Asambhav
Har Su Meri Nazar, Sabki Mujhe Khabar
Main To Chaloo Jidhar, Lamha Mude Udhar
Main Aasaan Mushkilein Karoon, Kabhi Nahi Daroon
Zulmon Se Main Ladoon, Marke Bhi Na Maroon
Main Subha Hoon Shyam Hoon, Ajnabee Benaam Hoon
Koi Aayega
Koi Ayega Chori Chori Khwabon Mein Ayega
Phir Dheere Dheere Hole Hole Dil Ko Churayega
Ayega Jab Samne Woh, Bahon Mein Use Bhar Loongi
Adayen Woh Dikhaoongi, Deewana Use Kar Doongi
Intezar Mujhe Intezar Mujhe, Intezar Mujhe Intezar Hai
Dooriyon Ko Mein Kaise Mitaoon
Bekaraar Dil Bekaraar Dil Bekaraar Dil Bekaraar Hain
Chahaton Ko Kaise Chupaon
Use Dekha Nahi, Use Jaana Nahi, Bangayi Phir Bhi Uski Deewani
Koi Ayega Bheegi Bheegi Khushboo Bhi Layega
Meri Pyaasi Pyaasi Sasson Mein Jadoo Jagayega
Ayega Jab Samne Woh...Deewana Use Kar Doongi
Mehfooz Rakhta Hoon Dil Mein
let' s rock to mehfooz on the floor
mehfooz rakhta hoon dil mein - 2
tere ishq ka fasaana, fasaana
(mehfooz rakhta hoon dil mein
tere ishq ka fasaana, fasaana
nahi nahi nahi nahi gawaara
tera aur kisi ka ho jaana) - 2
mehfooz rakhta hoon dil mein
tere ishq ka fasaana, fasaana
meri har junoon se, meri aarjoo se
teri dhadkane hai aashina
teri aashiqi se meri zindagi hai
tujhme hi hai meri jaan
mehfooz rakhta hoon dil mein
tere ishq ka fasaana, fasaana
nahi nahi nahi nahi gawaara
tera aur kisi ka ho jaana
shikave bhi karana rehna khafa bhi
par door jaana na kabhi
Dekhoon Tujhe Toh Pyaar Aaye
[(dekhoon tujhe toh pyaar aaye
sine se dil chala jaaye) - 2
tere aane se pehle, tere jaane ke baad
aati hai aati hai teri hi teri yaad
teri hi yaad sataaye] - 2
dekhoon tujhe toh pyaar aaye
sine se dil chala jaaye
aankhon mein tera hi chehra rehta hai
yaadon pe tera hi pehra rehta hai
nindon mein tere hi sapne sajate hai
honton pe tere hi nagame bajate hai
o mere rehnuma tujhse hai har daastaan
tu hi hai manjil meri, tu hi hai mera jahaan
tu hi mera jahaan
tere aane se pehle, tere jaane ke baad
aati hai aati hai teri hi teri yaad
teri hi yaad sataaye
Apne Toh Apne Hote Hain
baaki sab sapne hote hain
apne toh apne hote hain - 2
channa ve ja ke juldi chale aana
jaanewaale tenu binatiya, galiya pukaarengi
jaanewaale tenu baaga vich kaliya pukaarengi
mujhse tera moh na chhute, dil ne banaaye kitne bahaane
duja koyi kya pehchaane, jo tan laage so tan jaane
bite gujre lamho ki saari baatein tadpaati hain
dil ki surkh deewaaron pe bas yaadein reh jaati hain
baaki sab sapne hote hain
apne toh apne hote hain - 2
channa ve ja ke juldi chale aana
jaanewaale tenu binatiya, galiya pukaarengi
jaanewaale tenu baaga vich kaliya pukaarengi
















