Lyrics
O Dharti Tarse Ambar Barse
Baagh Ko Janam Dene Vaalaa Baghban Parivaar Ko Janam Dene Vaalaa Pitaa
Donon Hi Apne Khoon Paseene Se Apne Podhon Ko Sinchte Hain
Na Sirf Apne Ped Se Uske Saaye Se Bhi Pyaar Karte Hain
Kyun Ki Use Ummeed Hai Ek Roz Jab Vo Zindagi Se Thak Jaayegaa
Yahi Saayaa Uske Kaam Aayegaa
Dharti Tarse Ambar Barse Rut Aaye Rut Jaaye Haaye
Har Mausam Ki Khushboo Chunke Baghban Baagh Sajaaye
( Baaghon Ke Har Phool Ko Apna Samjhe Baghban …(2)
Har Gadi Kare Rakhvaali, Patti Patti,
Daali Daali Sinche Baghban )…(2)
Baghban Rab Hai Baghban …(4)
Madhuban Ki Bahaar Le Aaye
Meri Makhna Meri Soniye
Meri Makhna, Meri Soniye, Chand Bliye…(2)
Soni Teri Chaal Sonive, Lagdi Kamaal Sonive…(2)
Meri Makhna, Meri Soniye, Marjava Hai Tere Bin Ve
Soni Teri Chaal Sonive, Lagdi Kamaal Sonive.
Hai, Sona Mera Yaar Sona Ve, Nachda Kamaal Sonave
Meri Makhna, Meri Soniye, Chand Bliye…. Hai!
Chandni Ki Haseen Murat Hai. Sab Haseeno Se Khubsoorat Hai.
Hey ! Jaan Dil Se Main Tujhpe Marta Hun. Tu Mere Pyaar Ki Zarrorat Hain.
Meri Takdeer Mera Khawab Hai Tu. Sab Sitare Hain, Mahatab Hain Tu.
Tujhse Saare Haseen Sharmaye, Sab Haseeno Se Laajavaab Hai Tu.
Saajna…. Saajna…. Saajna.
Main Yahan Tu Wahan
Mein Yahaan Tu Wahan, Zindagi Hai Kahaan…(3)
Tu Hi Tu Hai Sanam Dekhta Hun Jahan.
Neind Aati Nahi, Yaad Jaati Nahi…(2)
Bin Tere Ab Jeeya Jaye Na!
Mein Yahaan Tu Wahan Zindagi Hai Kahaan
Waqt Jaise Teher Gaya Hai Yahi, Har Taraf Ek Ajab Udasi Hai.
Bekarari Ka Aaesa Aalam Hai, Jism Tanhaa Hai, Ruh Pyaasi Hai.
Teri Surat Aab Ek Pal Kyu Nazar Se Hat Ti Nahi
Raat-Din To Kat Jate Hai, Umra Tanhaa Katti Nahi
Chah Ke Bhi Na Kuch Kah Saku Tujhse Main…(2)
Dard Kaise Karu Main Bayaan…
Main Yahaan, Tu Vaan, Zindagi Hai Kahaan.
Jab Kahin Bhi Aahat Hui, Yuh Laga Ke Tu Aagayaa.
Hori Khele Raghuveera
Taal Se Taal Mile More Babua
Baje Dhool Mrudang.
Man Se Man Ka Meel Jo Ho To
Rang Se Mil Jaye Rang
Hori Khele Raghuveera
( Hori Khele Raghuveera Avadh Mein,
Hori Khele Raghuveera )…(4)
Hilmil Aave. Loog Lugai…(3)
Bhai Mahalan Mein Bhira Avadh Mein, Hori Khele Raghuveera
Hori Khele Raghuveera Avadh Mein, Hori Khele Raghuveera…(3)
Tanik Sharam Nahi Aye, Dekhe Naahi Apni Umariya.
Saath Baras Mein Ishq Ladaye…(2)
Mukhde Pe Rang Lagaye. Bada Rangeela Sawariya…(2)
Chunri Pe Dale Abhira Avadh Mein, Hori Khele Raghuveera…(2)
Chali Chali Phir Chali (2)
Ek Masti Ek Adaa Hai Ye Javaani Ek Nashaa Hai…(2)
Aa Meri Baanhon Mein Aajaa Dekh Meri Bekali
Chali Chali Phir Chali Chali Chali Ishq Di Havaa Chali…(2)
Apne Dilbar Ko Deewaanaa Apne Dilbar Ko Deewaanaa
Dhoondhtaa Dil Gali Gali
Chali Chali Phir Chali Chali Chali Ishq Di Havaa Chali …(2)
Chali Chali Phir Chali
( Chali Chali Phir Chali Chali
Chali Ishq Di Hawa Chali )…(4)
Apne Dilbar Ko Deewana…(2)
Dhoondta Dil Gali Gali
Chali Chali … Hawa Chali…(2)
This Is Love And Its Love Alright
I Know It Is, I Know Its Right
I Wanna Hold You Baby In My Arm
Love Is Jesus, Love Is Ram.
All I Know Is You And Me Are Tied.
Love Is Black Baby, Love Is White
Love Is Party, Love Is A Game
Love Is God, You Know Its All The Same.
Say Ooh Ooh… Say La La…(2)
Say Ooh Ooh… Say La La La La
Koi Shiri, Koi Laila
Koi Majnu Koi Chaila.
Koi Ashiq, Koi Ranja
Sabke Dil Mein Khalbali
Yeh Tune
Yeh kasam badi hai har kasam se
Bacha looonga tujhko har dard aur gham se
Yeh tune kya kaha yeh maine kya suna
Hamari dhadkanon se aa rahi yehi sada sanam
Tujhe main apni zindagi banalooon
In aankhon ke jharokho mein chupa looon
Tujhe main apni zindagi banalooon
In aankhon ke jharokho mein chupa looon
Yeh kasam badi hai har kasam se
Bacha looongi tujhko har dard aur gham se
Yeh tune kya kaha yeh maine kya suna
Hamari dhadkanon se aa rahi yehi sada sanam
Tujhe main apni zindagi banalooon
In aankhon ke jharokho mein chupa looon
Tujhe main apni zindagi banalooon
Ya Habibi
Wasla waalla waalla main laila waalla waalla aa aa...(2)
Penak ya habibi penak ya habibi penak
Intebaid waalla waalla alid waalla akmawil ashwa zabin
Penak ya habibi penak ya habibi penak
Dil ko chura ke mere apna bana ke mujhe
Dil mera leke jaaye mehboobba
Wasla waalla waalla mein laila waalla waalla aa aa
Yaak ba yaak tera samne aana
Yaak ba yaak tera dil ko dhadkana
Yaak ba yaak nazren milalna
Yaak ba yaak nazren churana
Yaak ba yaak muskurana
Yo mulla waalla
Yaak ba yaak tera samne aana
Penak ya habibi penak yeh aankhen teri
Intebaid waalla dil ko chura ke mere
More Sawariya
Oh sawariya oh sawariya oh sawariya ...(2)
Sawariya sawariya sawariya sawariya
Aa more sawariya aa aa more sawariya aa...(2)
Main hoon akeli mushkil padi hai charo taraf khatra
Aa more sawariya aa aa more sawariya aa
Koyi bachana bachega hum se yahan jaane jana...(2)
Kehta hai hum ko zamana aawara paagal deewana
Aa more sawariya aa aa more sawariya aa...(2)
Aa more sawariya aa aa more sawariya aa...(2)
Raatein badal jaayegi baatein badal jaayegi
Gadiyan mohabbat bhari chaahat mein dhal jaayegi
Raatein badal jaayegi baatein badal jaayegi
Maine To
Ek hasina ek deewana mast sama mausam bhi suhana
Tanhaayi mein aankh mili to dard utha dil mein anjana
Ek hasina ek deewana mast sama mausam bhi suhana
Tanhaayi mein aankh mili to dard utha dil mein anjana
Maine to khai kasam chaahongi tujhko sanam
Chaahat mein bua na chale aaja lagaloon gale
Bechaniyaan keh rahi ab to mita faasle
Jab se tera deedar hua hai teer jigar ke paar hua hai
Jeena mera dushwaar hua hai
main tujh pe marne laga
Ek hasina ek deewana mast sama mausam bhi suhana
Tanhaayi mein aankh mili to dard utha dil mein anjana
Kya pyaas jaana dhadkano mein jagi

















