Lyrics
Ek Ladki Chahiyeq
Ek Ladki Chahiye Khaas Khaas
Par Ho Woh M.A Paas Paas
Laakhon Mein Ek Haseena Ho
Har Waqt Rahe Mere Aas Paas
Uska Standard Bhi High Chahiye
Mujhko Aisi Hi Fi Ek Lugayi Chahiye
Mujhko Aisi Hi Fi Ek Lugayi Chahiye
Ek Ladka Chahiye Khaas Khaas
Ho L.L.B.A Paas Paas
Laakhon Mein Ek Deewana Ho
Har Waqt Rahe Mere Aas Paas
Uska Standard Bhi High Chahiye
Mujhko Aisa Hi Fi Jandmahi Chahiye
Mujhko Aisa Hi Fi Jandmahi Chahiye
Gol Gol Chehra Ho Aankhen Bilauri
Allahmiya Bhej Koyi Roop Ki Tijori
Gol Gol Chehra Ho Aankhen Bilauri
Allahmiya Bhej Koyi Roop Ki Tijori
Aawara Main Badal
Oh My God
Aawara Main Badal Hoon Tere Liye Main Paagal Hoon---(2)
Udungi Sang Sang Tere Tu Badal Hain Main Aanchal Hoon
Ke Mujhe Pyaar Pyaar Pyaar Ho Gaya Pyaar Pyaar Pyaar Ho Gaya
Jaana Mujhe Pyaar Pyaar Ho Gaya Pyaar Pyaar Pyaar Ho Gaya
Aawara Main Badal Hoon Tere Liye Main Paagal Hoon
Udungi Sang Sang Tere Tu Badal Hain Main Aanchal Hoon
Ke Mujhe Pyaar Pyaar Pyaar Ho Gaya Pyaar Pyaar Pyaar Ho Gaya
Haan Mujhe Pyaar Pyaar Ho Gaya Pyaar Pyaar Pyaar Ho Gaya
Tum Bani Ho Mere Liye Bas Dil Mein Tum Raho---(2)
Kya Kaha Phir Kaho Phir Se Tum Kaho
Koi Aisa
Koi Aisa Aalam Banke Aayee Ho
Jaane Kis Duniya Kee Tum Parchayee Ho
Bhulee - Besaree Yaande Saath Me Layee Ho
Chayee Ho… Chayee Ho… Hampe Chayee Ho
Koi Aisa Aalam Banke Aayee Ho
Koi Haqeekat Ho Ya Koi Saaye Ho
Bhulee - Besaree Yaande Saath Me Layee Ho
Chayee Ho Chayee Ho Hampe Chayee Ho
Main Hun Wahi, Wahi Hai Samaa,
Pahle Na Thi Ye Shokhiyaan
… Mahakee Huee Hai Teri Dhadkane
Teri Chaahaton Me Ho Gaye Hum
Aaj Gum…
Koi Aisa Aalam Banke Aayee Ho
Jaane Kis Duniya Kee Tum Parchayee Ho
Bhulee - Besaree Yaande Saath Me Layee Ho
Pheli Baar
Pehli baar jo dekha
Mujhe tumse hui nafrat
Kab kaise...mohabbat ho gayi
Mujhe tumse...mohabbat ho gayi
Do nigaahein mileen
Dhadhkanein barh gayeen
Kuch ishaara hua...sharaarat ho gayi
Mohabbat ho gayi
Pehli baar jo dekha
Mujhe tumse hui nafrat
Kab kaise...mohabbat ho gayi
Haan mujhe tumse...mohabbat ho gayi
Raaton ko khaabon mein koi bhi aata na tha
Aake akele mein aise jagaata na tha
Har jagah har gharhi...bekaraari barhi
Chayn jaane laga...yeh chaahat ho gayi Mohabbat ho gayi
Pehli baar jo dekha
Mujhe tumse hui nafrat
Kab kaise...mohabbat ho gayi
Jaan
Jaan...kahan hai tu kahan
Hey...jaan...kahan hai tu kahan
Tanha nahin kat ta safar
Dhoonde tujhe meri nazar
Main yahan...Main yahan...
Main yahan...
Jaan...kahan hai tu kahan
Hey...jaan...kahan hai tu kahan
Chaahaton ke mehke gul khiley
Kya haseen hain yeh silsiley
Pagal kare...deewaangi
Ab zore koi naa chale..
Jaan...kahan hai tu kahan
Hey...jaan...kahan hai tu kahan
Dekh naa mujhe yoon pyaar se
Darr lagey deewane yaar se
Toone mujhe ghaayal kiya
Kaajalon ki teekhi dhaar se
Jaan...kahan hai tu kahan
Hey...jaan...kahan hai tu kahan
Tanha nahin kat ta safar
Do Pyar
Do pyaar karne wale jungle mein...kho gaye
Baaghi bane paagal bane deewane...ho gaye
Kaho ab kya karein..
Karein ab kya karein..
Arre ab kya karein..
Aji ab kya karein..
Do pyaar karne wale jungle mein...kho gaye
Baaghi bane paagal bane deewane...ho gaye
Darr lagta hai yaar kahin na sher aa jaaye
Paake akele mein na hum dono ko kha jaaye
Dekhega jo tujhko..tujhpe mar jaayega
Meri jaan pe woh bhi apni jaan lutayega
Tere husn ke jaadoo se woh bach nahin paayega
Darein hum kyun darein..
Bhala hum kyun darein..
Arre hum kyun darein..
Aji hum kyun darein..
Teri Bindiya
Teri Bindiya Udake Le Gayee Meri Nindiya
Teri Bindiya Udake Le Gayee Meri Nindiya
Teri Bindiya Udake Le Gayee Meri Nindiya
Main Jaag Raha Hoon So Gaya Sara India
Meri Bindiya Udake Le Gayee Teri Nindiya
Oh Meri Bindiya Udake Le Gayee Teri Nindiya
Tu Jaag Raha Hai So Gaya Sara India
Teri Bindiya Udake Le Gayee Meri Nindiya
Meri Bindiya Udake Le Gayee Teri Nindiya
Meri Jaan Kisi Ki Jaan Ko Jaate Dekha Hai
Main Jaan Luta Doonga Tujhpe Yeh Socha Hai
Meri Jaan Kisi Ki Jaan Ko Jaate Dekha Hai
Main Jaan Luta Doonga Tujhpe Yeh Socha Hai
Tu Ek Lootera Hai Dil Tune Loota Hai
Tera Mera Dostana
Hey Hey Hey Hey Hey
Tera Dil Mera Thikana Mera Dil Tera Thikana
Tera Dil Mera Thikana Mera Dil Tera Thikana
Dostana Tode Se Na Tutega Yeh Dostana
Dostana Tode Se Na Tutega Yeh Dostana
Tera Dil Mera Thikana Mera Dil Tera Thikana
Dostana Tode Se Na Tutega Yeh Dostana
Dostana Tode Se Na Tutega Yeh Dostana
Apna Pyaar Hai Ek Ajooba
Apna Saath Hai Jaise Mehbooba
Apna Pyaar Hai Ek Ajooba
Apna Saath Hai Jaise Mehbooba
Dikhne Mein Do Dikhte Hai Lekin Ek Jaan Hai
Tu Meri Hai Dhadkan Tu Meri Pehchaan Hai
Tu Meri Pehchaan
Tera Saath Mujhko Nibhaana Mera Saath Tujhko Nibhaana
Meri Mehbooba
Meri Mehbooba Tu Hoti To Number Sau Mein Sau Deta
Meri Mehbooba Tu Hoti To Number Sau Mein Sau Deta
Nazakat Ke Alag Deta Shararat Ke Alag Deta
Deewana Hoon Tera Tujhko Main Number One Bana Deta
Meri Mehbooba Meri Mehbooba Meri Mehbooba Meri Mehbooba
Meri Mehbooba Tu Hoti To Number Sau Mein Sau Deta
Meri Mehbooba Tu Hoti To Number Sau Mein Sau Deta
Teri Uljhi Huvi Zulfe Meri Jaan Mein Sawarunga
Badi Tu Khubsoorat Hai Teri Nazren Utarunga
Teri Uljhi Huvi Zulfe Meri Jaan Mein Sawarunga
Badi Tu Khubsoorat Hai Teri Nazren Utarunga
Mujhe Bas Ek Mauka De Mere Dil Ka Yeh Tohfa Le
Mast Mast
Mast Mast Mast Mast
Main Mast Kudi Tu Bhi Mast Mast Munda Hai
Mast Mast
Hai Main Mast Kudi Tu Bhi Mast Mast Munda Hai
Main Mast Kudi Tu Bhi Mast Mast Munda Hai
Main Bhi Haseen Tu Bhi Zabardast Munda Hai

Tujhse Nazar Ladi Khushboo Se Ek Udi
Tune Chuaa To Roop Ki Masti Chalak Padi
Aye Meri Phooljhadi Ruk Ja Tu Ek Gadi
Ye Dil Phisal Gaya Mera Chikni Hai Tu Badi