Lyrics

Tez Dhaar

Huh.. Ab Jacket Pehno, Bike Nikaalo, Goa Jaao
Bedroom Ka Paisa, Raaste Mein Naachta, Dimaag Ka Bheja Banaaye
Na Raaste Ka Bharosa, Na Mausam Ka Bharosa, Kaun Bharega Paisa?
Kaun Khaayega Goli? Main? Nahin Nahin Umm..Hmm..Umm..Hmm..
Apna Bas Ek Usool, Saare Jahaan Qubool Hai… (2)
Jaan Jaaye Toh Jaan Jaaye, Par Mera Maal Na Jaaye
Maal Jaaye Toh Kissi Na Kissi Ki, Jaan Jaaye
Koyi Rehmat Maange, Koyi Maulat Maange… (2)
Apun Ka Ek Hi Jawaab Hai Yaar
Tez Dhaar…Umm Hmm Tez Dhaar Hmm..Tez Dhaar, Bas Tez Dhaar
Kitna Samjhaaya Hero Ko

Sun Suniyo

Sun Suniyo Suniyo… (2)

Sun Suniyo Suniyo Dildaara, Sun Suniyo Suniyo Ve Yaara
Sun Suniyo Suniyo Dildaara Ve…Ho…
( Sun Suniyo Suniyo Dildaara, Sun Suniyo Suniyo Ve Yaara
Sun Suniyo Suniyo Dildaara Ve…)… (2)
Daav Lagaale Khud Pe Kahoon Kar Le Yaqeen
Khel Jawaan Si, Kal Ka Koyi Bharosa Nahin
Tu Badal, Naseeb Ko, Aaj Na Dariyo, Na Dariyo
( Sun Suniyo Suniyo Dildaara, Sun Suniyo Suniyo Ve Yaara
Sun Suniyo Suniyo Dildaara Ve… )… (2)

( Dil Ko Jala Le Tu, Shola Banaale Tu
Jo Aag Na Bujhe, Usko Lagaale Tu )… (2)
Aag Hi, Aag Hai, Jalte Rahiyo Haan Rahiyo

Saaki Re Saaki

Saaki Se Mohabbat Hoti Hai
Har Roz, Shikaayat Hoti Hai
Peene Ko Mere Peena Na Kaho
Yunhi Toh Ibaadat Hoti Hai

Woh Sharaabi Kya Sharaabi, Jo Nashe Mein Na Rahe… (2)
Woh Sharaabi Kya Sharaabi, Aise Jo Tauba Kare
Woh Sharaabi Kya Sharaabi, Dil Mein Jiske Gham Na Ho
Loot Gaya Samjho Sharaabi Paas Jiske Ham Na Ho
( Oh Saaki Saaki Re Saaki Saaki
Aa Paas Aa, Rahe Na Jaaye Koyi Khwaahish Baaki )… (2)

( Woh Sharaabi Kya…Sharaabi Paas Jiske Ham Na Ho )
( Oh Saaki… Na Jaaye Koyi Khwaahish Baaki )… (2)

Ishq Ki Galiyon Mein Na Jaana, Ishq Bada Badnaam Hai

Rabba

( Zindagi Mein Koyi Kabhi Aaye Na Rabba
Aaye Jo Koyi Toh Phir Jaaye Na Rabba
Dene Ho Gar Mujhe Baad Mein Aansoo…
Toh Pehele Koyi Hasaaye Na Rabba )… (2)
Toh Pehele Koyi Hasaaye Na Rabba

( Jaate Jaate Koyi Meri Khushiyon Ko Le Gaya
Suni Suni Akhiyon Ko Gham, Koyi De Gaya )… (2)
Aas Jo Lagaayi Hai, Aankh Bhar Aayi Hai… (2)
Itna Bhi Koyi, Sataaye Na Rabba
Zindagi Mein Koyi…Baad Mein Aansoo…
Toh Pehele Koyi Hasaaye Na Rabba… (2)

( Dil Lene Waale Pe Zor Nahin Chalta
Pyaar Ka Ye Sikka, Kahin Aur Nahin Chalta )… (2)
Yaad Teri Aayi Hai, Tu Harjaai Hai… (2)

Phir Na Kehna

Anjaane Mein, Pyaar Ho Jaaye Toh
Dil Diwaana Aaj Kho Jaaye Toh
Ho.. Apne The Ham, Tere Ho Jaaye Toh
Phir Na Kehna, Phir Na Kehna… (2)
Anjaane Mein, Pyaar Mil Jaaye Toh
Dil Diwaana, Aaj Khil Jaaye Toh
Chalte Chalte, Yaar Mil Jaaye Toh
Phir Na Kehna, Phir Na Kehna… (2)

Chaahat Junoon Hai, Is Mein Sukoon Hai
Khud Se Hoon Begaana
Teri Panaah Mein Mil Jaayega Mujhe
Jeene Ka Bahaana )… (2)
Pyaar Kiya Toh Pyaar Ka Har Sitam
Pad Jaayega Sehna
Phir Na Kehna, Phir Na Kehna… (2)

( Aankhein Bacha Ke, Nazrein Churaake Tum
Jaa Rahi Ho Jaana

Ik Dil Ne

Ishq Na Kar Ke Dariyo Ishq Hi Kariyo Na
Mar Gaye Ishq Mein Aashiq, Aashiq Baniyo Na
Mar Gaye Ishq Mein Aashiq Kitne Aashiq Baniyo Na… (2)
Ishq Kabhi Kariyo Na, Ishq Kabhi Kariyo Na… (2)
Ishq Da Rasta Bada Kathhin, Ye Rasta Badhhiyo Na
Ishq Kabhi Kariyo Na, Ishq Kabhi Kariyo Na… (2)

Jogiyon Ko Haay Kaise Jog Lag Jaate Hain
Aashiqon Ko Pyaar Waale Rog Lag Jaate Hain
Akhiyon Mein Akhiyon Mein Raat Kat Jaati Hai
Bhukh Mar Jaati Hai, Neend Loot Jaati Hai
Dil Na Chain Se Jeene Dega, Dil Ki Suniyo Na
Ishq Kabhi… (4)
Ishq Kabhi Kariyo Na… (2)

Door Se Paas

Door Se Paas Bulaale Aaye… (8)
Pal Mein Nas Nas Mein Bas Jaaye
Hasaaye, Rulaaye, Apnaaye Thhukraaye
Chaahe Dil Se Jab Chaaheb
Door Se Paas… Jab Chaahe
Jab Chaahe… (7)

Chalti Hai Peechhe Iske Hawaayein
Hawaaon Se Aage Iska Jahaan
Door Se Paas… Dil Se Jab Chaahe

( Ye Paheli Hai, Sirf Isko Sochenge
Ek Jhaunka Hai, Kaise Jisko Rokenge )… (2)
Hawaaon Se Aage Iska Jahaan
Door Se Paas… Rulaaye, Apnaaye Thhukraaye...(2)

Mere Rang Mein

( Mere Rang Mein Rangne Waali
Pari Ho Ya Ho Pariyon Ki Rani
Ya Ho Meri Prem Kahaani
Mere Savaalon Ka Jawaab Do
Do Na )… (2)

( Bolo Na Kyon Ye Chaand Sitaare
Takte Hain Yoon Mukhde Ko Tumhaare )… (2)
Chhooke Badan Ko Hava Kyon Mehki
Raat Bhi Hai Behki Behki
Mere Savaalon Ka Jawaab Do
Do Na

( Kyon Hon Tum Sharmaayi Hui Si
Lagti Ho Kuchh Ghabraayi Hui Si )… (2)
Dhalka Hua Sa Aanchal Kyon Hai
Ye Mere Dil Mein Hulchul Kyon Hai
Mere Savaalon Ka Jawaab Do
Do Na

( Dono Taraf Benaam Si Uljhan
Jaise Mile Hon Dulha Dulhan )… (2)
Dono Ki Aisi Haalat Kyon Hai

Maine Pyar Kiya

( Dil Deke Darde Mohabbat Liya Hai
Soch Samajh Ke Ye Sauda Kiya Hai
Maine O Maine Ki Maine Pyaar Kiya Pyaar Kiya Pyaar Kiya Hai
Maine Pyaar Kiya Pyaar Kiya Pyaar Kiya Hai
O.. )… (2)

Pehle Pahal Jab Usay Maine Dekha
Vo Ban Gayi Meri Kismat Ki Rekha
Khabar Kya Thi Ye Baat Itni Badhegi
Mohaabat Mein Mahnat Bhi Karni Padegi
Dilwaale Mahnat Se Darte Nahin Hai
Darte Hain Vo Pyaar Karte Nahin Hai
Maine O Maine Ki Maine Pyaar Kiya Pyaar Kiya Pyaar Kiya Hai
Maine Pyaar Kiya Pyaar Kiya Pyaar Kiya Hai
O..

Duniya Ki Daulat Thukra Chuka Hoon
Zulfon Ki Chhaaon Mein Aakar Ruka Hoon

Kabootar Ja Ja

Ja Ja
Ja Ja
Ja Ja
( Kabootar Ja Ja Ja )… (4)
Pehle Pyaar Ki Pehli Chitthi
O O Pehle Pyaar Ki Pehli Chitthi Saajan Ko De Aa
( Kabootar Ja Ja Ja )… (4)

Unse Kehna Jabse Gaye Tum Main To Adhuri Lagti Hoon
In Honthon Pe Chup Si Lagi Hai Na Roti Na Hansti Hoon
Bhool Hui Jo Unhein Sataaya
O O Bhool Hui Jo Unhein Sataaya Aisa Paap Kiya
( Kabootar Ja Ja Ja )… (4)
Ja Ja

Mann Hi Mann Mein Unko Apna Sab Kuchh Maan Chuki Hoon Main
Vo Kya Hain Main Kaun Hoon Unki Ab Ye Jaan Chuki Hoon Main
Unko Apne Saath Hi Laana
O O Unko Apne Saath Hi Laana Dil Hi Nahin Lagta

Syndicate content