Lyrics

Ek Nazar Mein Bhi Pyar Hota Hai

Ek nazar mein bhi pyaar hota hai, maine suna hai
Do baaton mein bhi ikraar hota hai, maine suna hai
Sama rangeen sa hone lagta hai
Jahaan haseen sa lagne lagta hai
Koyi dil pe chhaa jaaye to aisa hota hai, maine suna hai
Ek nazar mein bhi pyaar hota hai, maine suna hai
Do baaton mein bhi ikraar hota hai, maine suna hai

Chamakte hain chehre, chamakti hai duniya
Behekti hai saansein mere liye

Nazar se nazar jo mila loon agar to
Phirakti hai dhadkan bhi mere liye

Nasha kuch nigahon mein bhi aisa hota hai, maine suna hai
Ek nazar mein bhi pyaar hota hai, maine suna hai

Bekhudi Mein Jahaan Khoya Soya

Bekhudi mein jahaan khoya soya
Kal ki kis ko hai khabar
Bekhudi mein jahan khoya soya
Kal ki kis ko hai khabar
Taqdeer kal ki kitaab hai
Saara likha us mein hisaab hai
Kya khabar woh kal hi hawa chale kis taraf kya pata
Chhor de tod de zindagi
Kya khabar woh kal hi hawa chale kis taraf kya pata
Chhor de tod de zindagi

Gumsum zameen chup aasmaan
Khamosh hai jahaan
Maddham sa hai kaisa nasha
Behosh hai sama
Har dil yahan dhadkanon ka saans hai
Jo ho sake sun dhadkanein teri aawaaz hai

Bekhudi mein jahaan khoya soya
Kal ki kis ko hai khabar
Bekhudi mein jahan khoya soya

Bambai Nagariya - Club Mix

yeh bombay hai yaha time ka matlab hai paisa samjhe
mujhe tees minute ki journey teen minute mein puri karni hai
saala khud marna hai toh mar na doosre ki kayko waat lagata hai
paisa waat lagata hai...
hum dono dhakkanon ko aaj ke din he paida hona tha
(laakh laakh roz aake bas jaate hai
iss sheher se is dil laga ke phas jaate hai) - 2
sone ki raahon mein soone ko jaaga nahi
shola hai ya hai bijuriya dil ki bajariya bambai nagariya - 2

yeh bombay hai yaha time ka matlab hai paisa samjhe
saala khud marna hai toh mar na

(utar jaaye ragon mein jo toh teh nasha hai

Aazmaale Aazmaale

Aazmaale aazmaale aaj khud ko aazmaale
Phirta hai kab se yeh dil sambhaale
Boliye lab pe ruke hain tere sajde mein jhuke hain
Pal pal bhikre hain kitne ujaale
Kya karoon kya sochta hai chain dil ka dhoondta hai
Apni kismat ko jagaale beech ka parda uthaale aazmaale
Aazmaale aazmaale aaj khud ko aazmaale
Phirta hai kab se yeh dil sambhaale
Boliye lab pe ruke hain tere sajde mein jhuke hain
Pal pal bhikre hain kitne ujaale

Apne gham se khelta hai, dard kitne jhelta hai
Sochta tu aur kuch hai, aur kuch tu bolta hai
Apne gham se khelta hai, dard kitne jhelta hai

Ishq Da Maara Hai

( Ishq Da Maara Hai, Dil Yeh Bechara Hai
Jaisa Bhi Yaara Hai, Ab Yeh Tumhara Hai )…(2)
Chahat Ki Masti Hai, Dil Mein Utarti Hai
Thodi Si Mahengi Hai, Thodi Si Sasti Hai

Kabhi To Lag Sine, Lagi Hai Ab Sine
Chain Naa Mujh Ko Aaye Ho
Meri Jaan Chado Vec,
Tamanna Kar Tu Ve
Tamanna Tujhko Aaye Ho

Meri Muthiya Soniye
Tu Banja Yaar Soniye
Na Kar Inkaar Soniye
Tu Karle Pyaar Soniye
Soni Soni Panjaban Hai Tu Soni
Tu Hi Tu Hai Aur Nahi Koi Honi
Hai Hai

Ishq Da Maara…Tumhara Hai Ho…(2)

( Yaar Jawan Main Mote Sone Te Sone
Mere Yaar Ka Pyaar Hai Bas Itna De Do Ne )…(2)

Yeh Ganapat Chal Daaru La

Mumbai

Yeh Ganapat Chal Daaru La… (2)
Ice Chala Soda Kum Toda Paani Mila… (2)
Thoda Table Veble Saaf Kar De Na Yaar… (2)
Yeh Ganapat, Ganapat… (2)

In The Mumbai, All Over India
We Are The Bhaai… (2)
Bhaai Main Bhaai Tu Phikar Na Kar
Usaki Maa Ki Usaki Behen Ki Jo Dekhe Idhar
Apun Ko Bata De Kabhi Ho Gayi Fantar
Sabki Fatati Apane Naam Se Apun Jaaye Jidhar
Thoda Coke Shoke To Apun Ke Dost Ko De Na Yaar… (2)
Yeh Ganapat, Ganapat
Yeh Ganapat Chal Daaru La
In The Mumbai, All Over India
We Are The Bhaai… (2)

Bipasha, Mallika, Priyanka Ya Ho Aishwarya Rai

Unke Nashe Mein

Unke Nashe Mein.........
Jalate Rahe, Jalate Rahein...
Unke Nashe Mein Jalate Rahein
Haay Unke Nashe Mein Jalate Raheein
Ladakhadaaye, ( Ladakhadaaye Kabhi Kabhi Sambhalate Rahein )… (4)

Subah Se Lekar Shaam Tak Unaka Jubaan Pe Naam Tha
( Subah Se Lekar… ) (2) Shaam Tak Unaka Jubaan Pe Naam Tha
Woh Jaise Badali Ko Saawan Se… (3)
Saawan Ko Badali Se Kaam Tha
Dil Mein Jo Boonde Garasate Rahein
Ladakhadaaye, ( Ladakhadaaye Kabhi Kabhi Sambhalate Rahein… (4)

Mera Unaka Jhagada Tha… (3)
Par Unase Main Yeh Keh Na Saka

Sone De Maa

Ho Maa, Ho Maa, Ho Maa
Teri Kahaani Mein Jita Tha Beta Tera
Tu Hi Bata Kya Jhuta Tha Kissa Tera
Aansu Baha Na Maa, Ik Din Yeh Hona Hi Tha
Lamha Lamha Jita Jahaan, Ladate Ladate Main Thak Gaya
Sone De Maa Main Nahi Jeena… (3)
Sone De Maa, Sone De Maa

Kabse Hai Tumare Maa Aawaaz Koyi
Kabse Andheron Mein Ghar Mera Khoya Kahi
Sadiya Huyi Tere Aanchal Mein Soya Nahi
Lori Koyi Phir Se Suna
Chalate Chalate Main Thak Gaya
Sone De Maa Main Nahi Jeena… (2)
Sone De Maa Nayyo Jeena
Sone De Maa

Aakhari Angadaayi, Nind Mujhe Aayi
Dheere Dheere Dhundala Sama

Mere Yaar Mila Hai Sang Tera

Sun Woh Mere Ranjhiya, Yeh Preet Badi Dukhdaayi
Ismein Kharcha Jaan Ka, Aur Gum Ki Mile Kamaayi

Ni Sa Re Ma Re Sa - 3 Pa Ma Re Sa
Ni Sa Re Ma Re Sa… (3)

Dil Ke Taar Baj Baj Ke Yaar Kehte Hai Pyaar Mujhe Tujhse Pyaar
Dil Ke Taar Baj Baj Ke Yaar Kehte Hai Yaar Aaja
( Ho Mere Yaar Mila Hai Sang Tera
Main Shukr Karaan Hardum Tera )… (2)
Koi Hor Nahi Hun Kam Mera… (2)
Main Teri Dhun Mein
( Main Teri Dnun Mein Kho Gaya
Teri Isqh Mein Ranjha Ho Gaya )… 2
( Jeena Hai Mujhe Jeene Ke Llye
Meri Jaan Main Tujhpe Marta Hoon )… (2)
Haaye Sadke Soniya

Aakhari Alvida Na Ho

Dhadkane Khaamosh Hain, Kuch Kehti Nahi
Yeh Aakhari Alvida Na Ho
Chaahate Aankhon Se Behti Nahi
Yeh Aakhari Alvida Na Ho
Iss Dard Dil Mein, Dil Mein Rehne Do
Jo Khauf Hai Aankhon Se, Aankhon Se Kehne Do
Dukh Ki Nadi Chup Chaap Behne Do
Jo Kehna Hai Tum Dheere Se Keh Do
Yeh Aakhari Alvida Na Ho

Dhadkane Khaamosh Hain, Kuch Kehti Nahi
Yeh Aakhari Alvida Na Ho

Sab Yaadein, Jo Baandhe The Bandhan
Kaajal, Bindiya, Haathon Mein Kangan
Mehki Rehti Thi Menhdi
Gaata Rehta Tha Saawan
Inn Yaadon Ko Sapno Mein Rehne Do
Yeh Aakhari Alvida Na Ho

Aakhari Alvida Na Ho

Syndicate content