Kya Mausam Aaya Hain

(Kya mausam aya hai - 2
purab se mastani purwai chali
khushabu se mehaki hai phoolon ki gali
geet gaye nadiya lehron mein hai sargam
hai ghata diwani boondon mein hai chhamchham) - 2
Kya mausam aaya hai

(mehlon ki rani dukhase begani lag jaye na dhup tujhe
uda uda jau sabako batayu dhup lage hai chhav mujhe) - 2
katonse ho jaye pao na ghayal katon pe nachungi bandh ke main payal
ghar nahi hai ye to kutiya hamari hai
ye teri katiya to mehlon se pyari hai
(Kya mausam aya hai - 2
purab se mastani purwai chali
khushabu se mehaki hai phoolon ki gali
geet gaye nadiya lehron mein hai sargam
hai ghata diwani boondon mein hai chhamchham) - 2
Kya mausam aaya hai

(behete pawan ke ujale gagan ke ji karata hai sath chalu
chikani dagar hai girane ka dar hai tham ke tera hath chalu) - 2
dharti pe bikhare hai odss ke moti
ye teri boli to soor naye piroti
dard ka o aangan main chhod ke aayi
kya tujhe jannat ki ronak nahi bhai
(Kya mausam aaya hai - 2
purab se mastani purwai chali
khushabu se mehaki hai phoolon ki gali
geet gaye nadiya lehron mein hai sargam
hai ghata diwani boondon mein hai chhamchham) - 2
Kya mausam aaya hai

Comments

Post new comment

Captcha
This question is for testing whether you are a human visitor and to prevent automated spam submissions.
Site best viewed in 1024x768 resolution
© 2007 Bollywood.com. All Rights Reserved.
Privacy Policy
Powered by:Open Source Solutions