Lyrics
Humko To Ishq
Humko To Ishq Aap Ka
Humko To Ishq Aap Ka Aise Sata Raha Hai---(3)
Ruk Ruk Ke Teer
Ruk Ruk Ke Teer Jaise Seene Mein Ja Raha Hai---(2)
Humko To Ishq Aap Ka Aise Sata Raha Hai
Aise Kasse Hai Taane Duniya Ne Hum Pe Yaar---(3)
Shabnam Pe Jaise Shabnam Pe Jaise Koyi Shole Gira Raha Hai---(2)
Humko To Ishq Aap Ka Aise Sata Raha Hai
Kis Haal Mein Jiyenge Kis Haal Mein Marenge---(3)
Tera Ishq Yaara
Tera Ishq Yaara Sab Kuch Bata Raha Hai---(2)
Humko To Ishq Aap Ka Aise Sata Raha Hai
Lagta Hai Aaj Humko Le Doobenge Do Ishaare---(3)
Ek Hai Teri
Ek Hai Teri Nazar Mein Ek Mausam Bata Raha Hai---(2)
Humko To Ishq Aap Ka Aise Sata Raha Hai
Ruk Ruk Ke Teer Jaise Seene Mein Ja Raha Hai










