Hasta Hua

Hasta Hua Yeh Pyaara Chehra Tera
Dekha Jo Maine Tujhko Paagal Hua
Hasta Hua Yeh Pyaara Chehra Tera
Dekha Jo Maine Tujhko Paagal Hua
Le Le Dil Le Le Are De De Dil De De
Main Hoon Deewana Tera Main To Hoon Deewana
Tune Na Jaana Haay Tune Yeh Na Jaana
Hasta Hua Yeh Pyaara Chehra Tera
Dekha Jo Maine Tujhko Paagal Hua
Le Le Dil Le Le Are De De Dil De De
Main Hoon Deewana Tera Main To Hoon Deewana
Tune Na Jaana Haay Tune Yeh Na Jaana
Hasta Hua Yeh Pyaara Chehra Tera
Dekha Jo Maine Tujhko Paagal Hua

Teri Ada Hai Pyaari Pyaari
Kar Li Hai Maine Tujhse Yaari
Teri Ada Hai Pyaari Pyaari
Kar Li Hai Maine Tujhse Yaari
Dil Maine Haara Sab Tujhpe Vaara
Dil Maine Haara Sab Tujhpe Vaara
Jeena Marna Tere Liye
Hasta Hua Yeh Pyaara Chehra Tera
Main Chalun
Dekha Jo Maine Tujhko Paagal Hua

Aankhen Yeh Teri Kaali Kaali
Gaalon Pe Tere Chaayi Laali
Ho Aankhen Yeh Teri Kaali Kaali
Gaalon Pe Tere Chaayi Laali
Sun Le Haseena Tu Hain Nageena
Sun Le Haseena Tu Hain Nageena
Aaja Aa Meri Baahon Mein
Hasta Hua Yeh Pyaara Chehra Tera
Aah Der Ho Rahi Hain
Dekha Jo Maine Tujhko Paagal Hua
Le Le Dil Le Le Are De De Dil De De
Main Hoon Deewana Tera Main To Hoon Deewana
Tune Na Jaana Haay Tune Yeh Na Jaana
Hasta Hua Yeh Pyaara Chehra Tera
Dekha Jo Maine Tujhko Paagal Hua

Comments

Post new comment

CAPTCHA
This question is for testing whether you are a human visitor and to prevent automated spam submissions.

Advertisement

Site best viewed in 1024x768 resolution
© 2007 Bollywood.com. All Rights Reserved.
Privacy Policy | Contact us
Powered by:Open Source Solutions