Assalaam Vaalekum, Vaalekum Assalaam

assalaam vaalekum, vaalekum assalaam - 4
har insaan ne kabhi na kabhi kisi na kisi se pyaar kiya hai
maine, aap sabne, toh usi pyaar ke naam zindagi kurbaan
[mohatarama
(jab aaye saamne najro ke tum (mohatarama)
honsho hawaas mere ho jaaye gum) - 2
duaaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
assalaam vaalekum, vaalekum assalaam - 4] - 2

assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
teri kashish tadpaati hai, dard-e-dil ye badhaati hai
betaabi ke aalam se, sehno ja yeh tarsaati hai
awaara armaano ki manzil tum, deewaane lamho ki ho mehfil tum - 2
(mere jasbaat mein tum ho rawa (mohatarama)
tum pe kurbaan hai dil ka jahaan (mohatarama)) - 2
duaaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
assalaam vaalekum, vaalekum assalaam - 2

yaadon ki tanhaayi mein, jajbo ki gehraayi mein
ehsaason ki sargarmi hai, tere khaabon ki parchaayi mein
dard-e-mohabbbat ka hai yeh jaadoo, betaabiyaan hai meri bekaabu - 2
(tumse deewaangi ka hai nasha (mohatarama)
pehele deedar se mein hoon fida (mohatarama)) - 2
duaaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
assalaam vaalekum, vaalekum assalaam - 2
mohatarama....

Comments

Post new comment

Captcha
This question is for testing whether you are a human visitor and to prevent automated spam submissions.
Site best viewed in 1024x768 resolution
© 2007 Bollywood.com. All Rights Reserved.
Privacy Policy
Powered by:Open Source Solutions